Dil ko tanhaaye ka ahsas bhi baaki na raha
Wo bhi dhundla gayi jo shakal pyari hai.
Aaj tek uski mohabbat kaa nasha taari haiAabhi jaaage the abhi sone ki tahayari hai.
Phool baki nahin khusboo ka safer jari hai.
Saher lagta hai paseene mai nahya hua jism
Ye ajab khwab main doobi hui bedari hai.
Dhyaan bhi uska hai milte bhi nahin hai us se
Jism se bair hai saye se wafa dari hai.
Dil ko tanhaaye ka ahsas bhi baaki na raha
Wo bhi dhundla gayi jo shakal pyari hai.
Koi aaya hai jara aankh to kholo ' Shahzad'
Dil ko tanhaaye ka ahsas bhi baaki na raha
Wo bhi dhundla gayi jo shakal pyari hai.
very nice
v.nice sharing uncle G....../up/up/up
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
Nice
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا