zabrdst sharing
Mai kitni wariftigi say usay suna raha tha
Wo sari batain wo saray qissay
Jo us say milnay say baishtar
Meri zindagi ki hakaitain theen
Mai keh raha tha
K aur bhi log thay
Jinhay meri arzoo thi meri talab thi
K jinsay meri muhabbatoon ka raha tal-luq
K jin ki mujh par enayatain theen
Mai keh raha tha
K un may kuch ko to mainay
Jaan say aziz jana
Magar unhi may say baaz ko
Meri baydili say shikayatain theen
Main aik aik baat
Aik aik jurm ki kahani
Dharaktay dil kamptay badan say suna raha tha
Magar wo pat-thar bani
Mujhay is tarah say sunti rahi
K jaisay meray laboon par
Kisi muqaddas tareen' sahifay ki ayatain theen
zabrdst sharing
​
Beautiful
Ahmad Faraz ki hai
Shandar Sharing Wah
ji un hi ki hai ,,,,,,
zbar10..
Zaib aapke intiKhaab kii daad diye baGhair nahiiN rah sakaa...bahot umda aur urfa kalaam pesh kiyaa hai...thank you
one quartet of [1 of 4 wings]
The FIRST & ONLY School that i ever attended
Syedna Saifuddin Taahir High School
Aligarh Muslim University
ALIGARH, India
Bohaat Khobsorat ...
Janay na kahan woh duniya hai ... Janay na woh hai bhi ya nahiJahan meri Zindagi mujhse ... Itni khafa nahii
Itni khafa nahiiii
Itni khafa nahiiiiiiii