KaHaNi EK DuLhaN ki
Sheeshay kay AainEy main dekhti hai woh khamOsh nazraiN
GhunGhanT main chahera ChupayE Huyi
AankhooN main kaJaL sajayE hoyI
chor kay apna Ghar AanGaN
chalii aayi dulHaN Ek naayE duniyA BasanEy
ho gayii paraii jahaN Beeta Apna BachpaN
aur jawaani ki haseeN raahaiN
apna na hai woh sansaar
jis main Banayi hai nayi kahani
mathey ki bindayA kuch kehti hai us seY
hathoOn ka kanGaN khanakta hai
jaisey kehtay hai rukh jaa ree sakhii
na chor wo raahain
jis main kheLa tera bAchpan
chorr kay apna Ghar AanGaN
chali aayi dulHaN ek nayi duniyA BasaneY
LaaL joray main saji hai aiseY
jaisey koi pari ho paristaAn ki
AankhoOn main ek sapna lekaY
dil main jaGi hai aisi umaG
KhusiyOoN say Bhara hai woh NaYa jeevaN
jahan Lagay woh paraii bhe apni
jahan sathi ho payara
aur khusiyoN ka AaLaM ho
phir bhi udass si LaGtI hai
us ki nazar keh jati hai
us ki Aankhaii si BaataiN
yaAd dilaati hai
woh bethaY diL
woh khamOsh GaliyoUn ki raahaiN
phir bhi nibhani hai wo reet Purani
chor kay apna Ghar AanGaN
chali aayi duLhaN ek nayi duniyA BasanEy___________!!