Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 17 of 17

Thread: Mohabbat Ki Haqiqat...!!!

  1. #11
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Mohabbat Ki Haqiqat...!!!

    Quote Originally Posted by naz View Post
    maine jab likhna shuro kiya tu mere sare lafz koh gaye ..sirf aik Mohabbat tha jo mere sath tha ..jo mere pass tha...mujhey pata he nahi chala..kab kaise main itni bekhud hogaye..ke mujhe aj tak pata nahi chalta ke yeh sub kiya hia...main ku aise hogaye hon..main khud ko kabhi Mohabbat se nikal kar sochon na tu mere pass kuch b nahi hota...ajkal jaise main khud se farar hasil karna chah rahe hon...leken main jitna bhagti hon main agey jao tu mohabbat hoti hia main peche jao tu mohabbat hoti hai...main khud main se mohabbat ko nikal don..tu meri smajh main kuch b nahi ata...main pagalon ki tarah b ghomi hon...kabhi yaha kabhi waha..mjhe kuch smajh he nahi ata..yeh MOhabbat kiya hai kaisa ehsas hai...kaisa jazba hai jo insan ko itna itna bekhud krdeta hai...main sochti hon log Mohabbat ko hasil b karletey hian leken hasil hone ke bad us ki wo qadar nahi hoti...ankhon ki piyas bujh jaye rooh ko sakon mil jaye tu MOhabbat hasil hojati hia...kuch lamhey mil jaye ..sub kuch mil jata hia...

    maine kiya lec dena hia...main tu khud chahti hon mjhe koi samjhaye Mohabbat main sakon kaise milta hia...!!!
    thanku
    aapi mohabbat hasil tou nahi hai na
    mein is per yaqeen nahi kerti
    hasool lazmi nahi, mein ne kbhi isay mehsoos nahi kiya
    mujhe mohabbat ka meem bhi nahi pata
    magar mein itna janti hoon, yeh hoker bhi nahi hoti aur na hoker bhi hoti hai
    bus mujhe aik baat bata dein, kia aap ne isay mehsoos kiya tha ya aap ko mehsoos ho gaye thi?
    kab hue?
    kaisay badla is ne aap ko?

  2. #12
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mohabbat Ki Haqiqat...!!!

    tumhey nahi lagta ke maine mohb ko mehsos kia hoga ?
    Orhti hon MOhabbat pahenti b mohbt he hon..iske bina
    kuch b nahi hon main kuch b nahi hon..andar se khali mehsos karti hon
    jab bhag rahe hon hoti hon is sey...sub kuch barbad hojata hai..
    kuch rehta he nahi pass..

  3. #13
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: Mohabbat Ki Haqiqat...!!!

    Naaz hay yaha to mai kia bolun mohabbt per...

    @ topic
    acha . thank you for sharing.

  4. #14
    Join Date
    Apr 2011
    Location
    Moro
    Age
    35
    Posts
    7
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Mohabbat Ki Haqiqat...!!!

    hmmmm

  5. #15
    Join Date
    May 2010
    Location
    sea of thoughts
    Posts
    14,707
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: Mohabbat Ki Haqiqat...!!!

    very nice.........


  6. #16
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    MERI JANAT............
    Age
    34
    Posts
    17,214
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    175 Thread(s)
    Rep Power
    21474870

    Default Re: Mohabbat Ki Haqiqat...!!!


    mainy prha
    نہ جانے ہم کہاں گم ہو چکے ہیں ....
    جو ممکن ہو -- تو ہم کو ڈهونڈ لاٶ ...

  7. #17
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    *In The Stars*
    Posts
    18,093
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1271 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Mohabbat Ki Haqiqat...!!!

    zaberdast sharing




    Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
    Mein Le Kar Bhi,

    Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
    Behter Hai...!!


Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •