Page 3 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 21 to 30 of 43

Thread: ~Maa'n Jesi Hasti...~

  1. #21
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    Aj meri Ami ne aik baat b kahe jab main yeh prog dekh rahe thi tu
    ami kehne lagi "Meri ulaad aise nahi hai" mjhe khushi hue ke
    sukur hia YA ALLAH ke tu ne is qabil banaya...
    ya Allah sub ki maa`on ka saya un per rakhna Ameen Suma AMEEN

  2. #22
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Zameen pay
    Posts
    12,555
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6388 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    Mujh ko ik baar to kehney dey muhabbat hey mujhey
    dekhna tujh ko muhabbat se ibadat hey mujhey

    terey chehrey mein hee kaabey ki ziarat hey mujhey
    terey qadmo'n taley jannat ki basharat hey mujhey

    meri dunya mein teri kitni zarort hey mujhey
    teri dori hey mujhey hashr qayamat hey mujhey

    mein terey lams ki har baat samjh leyti hon
    teri khamosh nigahi bhe sama'at hey mujhey

    bheer mein dunya ki ik khoi bachi hon
    dhond kar roti hon tujh ko ,bari wehshat hey mujhey

    choomna hath terey ,lab ki riyazat hey mujhey
    mera sar goud mein rakh ley k , thkawat hey mujhey

    janey mehshar mein terey naam se kia kuch na miley
    ik terey ziker se dunya mein ye izzat hey mujhey

    mere sar pe tera saya nahi hey jannat hey
    teri takhleq hon, ye baa'is-e-rehmat hey mujhey

    meri kotahiyon ko hans k jheelti kiun hey
    mujh ko ik baar to kehney de nadamat hey mujhey

    teri hasti se meri saans k sab rabt baney
    tera hona mere honey ki zamanat hey mujhey

    bnd mutthi mein utri hey wo khoshbo ban kar
    teri ungli ko pakarney ki jo aadat hey mujhey

    mera izhar-e-muhabbat hey muhabbat hey mujhey ,
    mujh ko ik baar to kehney dey muhabbat hey mujhe


  3. #23
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    WOW bhot zaburdast

  4. #24
    Join Date
    Nov 2009
    Location
    karachi
    Posts
    13,250
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    wahid topic hai yeh jis pe na kuch bola jata hai na kuch likha jata hai
    sach main maa jaise hasti aur koe nhai
    kabhi bhi aur kisi bhi tarha se Maa kay ahsanoo ka badla nahi day saktay
    Allah ki tafar se anmool tohfa hai

    Allah tala sab ki maon ka saya un k sar pe salamat rakhay
    rain?t1311176404 - ~Maa'n Jesi Hasti...~


    Yaad Teri Orh Ker Main So Gaya
    Khawab Ka Der Khul Gaya Barish Ke Baad

    Chand Dekh Ker Badloon Ki Qaid Main
    Ik Sitara Ro Deya Barish Ke Baad




  5. #25
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    Zameen pay
    Posts
    12,555
    Mentioned
    11 Post(s)
    Tagged
    6388 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    ameen

  6. #26
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    Quote Originally Posted by naz View Post
    Is waqt main bhot upset hoti hn
    kukey Geo ka prog Maa dekh ker ati hon
    aj behad taklef dah prog aya hai
    waise roz he aisa araha hia..
    leken aj or zaida taklef dah hia...
    aik Naat khawah hain jinka naam nahi bataya gaya
    wo apni Maa ko qatil tak ki dhamki de chuke hian
    wo b 2 admi sath leker ake...kiya qasor hian unka
    ke paida kiya pala posa..or phir shadi karde yeh
    qasor hota hia maa ka ke palti hai....aik din ka hisab
    aik din ki taklef ka hisab nahi desakte hum maa ki
    or aisa salok..naat khawah ka naam unki ami ne b nahi liya
    ke wo uski izaat abhi b bacha gaye....yeh kaise naaatain parhi jati hain ?
    yeh sikha rahe hia naat ? qahar hia Allah ka jabhi..
    phir boltey hian pata nahi ku yeh tklef hia...
    lanet hia aise logon per ..
    aik bhot achi baat kahe gaye prog main ke
    Shadi ke bad betioun koi tu unke miyan le jatey hain
    beton ko unki biwiyan ...maa kisi b ho shohar ki b
    respect krni chahye...leken sirf larkiyan apni maa ko ahmiyt deti hain
    or shohar ki nahi bhot bhot ghalat baat hai yeh
    main tu kehti hon jo saas shkti krti hai sahi he karti hia
    unho ne kiya apna mustaqbil nahi sanwarna aise road per leaye gi
    ulad tu waqie...or aik baat us prog main bataye gaye ke
    aik beta edhi mai chor gaya maa ko ke kamra bun jaye tu ap ko le jaoga
    4saal hogaye wo kamra abhi tak tiyar nahi hua...haan qabar zaror tiyar hojaye gi ab...yar yeh sb kiya hia main bhot pareshan hogaye hon yeh sub dekh ekr..plz yaar agar yaha b koi aisa hia jo respect nahi karta biwi ke chakr main maa ko zalil karta hai tu ruk jao plzzzzz maa nahi milti.
    ... no word to say
    aisi aulaad ka thikana hi dozakh hai..
    Alhamdullilah

  7. #27
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    leken waha b maa aise ulaad ko bacha ley gi
    bachana nahi chhaye wiase
    leken maa ka dil...

  8. #28
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    MERI JANAT............
    Age
    34
    Posts
    17,214
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    175 Thread(s)
    Rep Power
    21474870

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    ranoo pehly to thx ina pyara thread

    a sa ni k mai kabhi ami sy kehti ni
    hmesha he bolti k ap meri best frnd hain

    n MOTHERS DAY mery liay bht he imp
    yad ni kitny saal sy wish kr ri ami ko mothers day
    jb mai i think 6th class mai thi
    pocket money itni koi mushkil sy save kr k card n gifts lati thi. card khud sy bnati thi
    aur pata hai khud sy poetry b likhti thi
    sirf ami n abu k liay likha aj tk
    n wo sb cards ab tk hain ami abu pas

    kehna to bht kuch hai jo har saal likh kr deti ami ko

    ami jan ap meri bestst frnd hain schiiii ap ny ina sath dia hmara hmesha jb apni bat manwani hoti hum ami k pas he aty
    amiiiiiii thx buht sa meri n bhai ki traf sy v
    mai buht chirti thi k ami hmesha parho parho ki raat kiu lagati hain
    mera school bag weekly check krna study time etc
    mgr sach ami hum jo v hain ap ki waja sy
    ap bht imp hmary liay schiiiiiiiii

    sb sy best mujy kia lagta pata hai jb ye kaha jata k mai apni ami j si dikhti hu
    waisy to wo bht he sweet sugr nature ki hain start sy he mai to ulaat hu unka

    Allah ji hmari ami ko hmesha slamat rakhiey ga wo hain to hum hain
    unnhi ki duaien hoti k hmai itni khushian naseb kitny lucky hain hmary pas der si duaien deny ko ami jan hain
    نہ جانے ہم کہاں گم ہو چکے ہیں ....
    جو ممکن ہو -- تو ہم کو ڈهونڈ لاٶ ...

  9. #29
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    [ame=http://www.youtube.com/watch?v=IGJGKlia4Vk]YouTube - O Maa on Geo tv - OST[/ame]

  10. #30
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~Maa'n Jesi Hasti...~

    awwwwwww Sky

Page 3 of 5 FirstFirst 12345 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •