uffffffffffff, sis ina hard comp.
yeh mera fav. iqtibas hai
aur bhi itnay best hein
umeed hai aap sab khariat se hoon gay
is baar aap ko Ishq per iqtibas share karna hai . aap k iqtebas main lafz ishq aana chea aur koshish kijai ga k writer ka name bhee sath likhain.
Rules:
1: aik member aik he bar share kar sakta hai
2:Aik jaisa mat share kijai ga.
3:comp ki last date 21 may hai .
"Apni anna aur nafs ko aik insan k samny pamal krnay ka naam ishq e majazi hay aur apni anna aur nafs ko sab k samny pamal krny ka naam ishq e haqeeqi hay asal main dono aik hain....ishq e haqiqi aik darakht hay aur ishq e majazi uski shaakh hay....."
Ashfaq Ahmed : Ishq-e-Haqeeqi
"hota ho ga logon kay sath aisaa ..guzartey hon gay
log ishq-e-laahasil ki manzil sey..............................
aur tey kertey hon gay majaazi sey haqeeqi tak kay faasley
..magar meri simat ulti ho gayee thii..main nay ishq-e-haqeeqi
sey Ishq-e-majazi tak ka safar tey kia...aur ub darbadar
phir rahee thee..."
Umera Ahmad ki Kitab Darbaar-e-Dil Say
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
Closed