tora sa masla hogaya hai net ka jaise he solve hoga main yeh thread update kardongi..jab tak k liye mazrat.
tora sa masla hogaya hai net ka jaise he solve hoga main yeh thread update kardongi..jab tak k liye mazrat.
wahhhhhhhh, khubsurat tareen
khush-kismat logon ko hoti hai mohabbat
bus aur kia keh saktay hein
buhat he zabardast sharing hai kafi zabardast
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
nahi nahi khushqismat kaise hain wo?
ye bat to unko lagti hai aisi jinhone muhabbat nahi ki hoti ya unko gham nahi mile hote muhabbat main
muhabbat to aik buhat he kara imtehan hoti hai
jis main buhat he kam log kamyab hote hain
han wo log zaror khushqismat hote hain jo is main kamyab hotay hain aur khas tor se wo log jo mushkilat k bad kamyab hote hain...unk dilon main aik dosre ki qadar mazed barh jati hai aur wo thori si b dori se bachna chahtay hai aur aisa kuch b nahi chahtay wo log jis se un main zarra b dori ae...
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
mjhe to ye book buhat pasand ae hai main zaror parhonga ye book
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
Xaberdast naz sis ...
bhut pasnd aya thankz 4 sharing
Umdha ! , boht achay iqtibas hain
baqi b share kero na
toooooo gud naz..thanks for sharing
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain