Asalam-u-Alikum
v gud work dearo
There is no good or evil,there is only power and those
too weak to seek it!!
MASHAALLAH, MASHAALLAH
bohat he khubsurat shayri, sach mein aisa likhna bht he mushkil hota hai
Haya sis ne kamal ker diya
aap ne desgin bhi bht payara banaya hai
bus image ko agar stretch na kia jaye tou woh phir blurry nahi lagti
boht aala g,
ik bat kahon ga..apki designing ki taraf jo aproach hy woh boht zyada hy...creativity boht shandar hy lekin kuch ghaltyan hain...jo k mehnat na krny ki waja se hain...ap ne boht jaldi kar di....
frame ki scheme boht aala hy lekin corners bnany men ap ne jaldi ki.....
texture work boht acha hy lekin text boht weak hy...text ko mazeed strong karny ki zaroorat hy
bas jaldi na kiya kren...aik design pe jitna time laga sakti hain lagain...aur har point ko ghor se dekhen...ap k bg men jo texture use hua hy us pe text boht strong hona chahye tha...text ki eps file ki 3 duplicate layers bna k un ko merge karti aur phir text style deti to text 3 guna zyada strong hota....text style pe bhi tawajo den.......scheme boht aala hy apki aur ap boht nice work kar sakti hain
Thanks Veedo Kahan sa mujhy samjh nahi aya or konsay wala frame kion kay frame to picese main hay na app konsay ki wali baat kr rahien hain ??
itnay umda comments kay liye or tips kay liye bohat sara thanks
ye to mujhy bilkul ilm nahi tha kay eps ki lyers ko murge kia jaye to text effect ziyada strong ho jata hay ye new baat thee mery luiye or jaha tak baat hay texure ki to wo bilkul new hay mery liye to wo bana bana ker hi ziyada sahi aye ga app ki tips karamad rahien gi next kay liye or text style matlub ??
corner mujhy to bany way hi lag rahien hain maine time lagya tha corner per or jub mujhy laga han ab ban gaye to hi chora tha per dubara daikhna pary ga ghor say app khe rahien hain to akeenan phir nahi bany hongay sahi
thanks for the comments
awesome work
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
wowo.
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)