good sharinG....
Mujh ko shikast-e-Dil ka maza yaad a gaya
Tum kyun udas ho gaye, kia yaad a gaya....?
Kehne ko zindagi thi bohat Mukhtasir magar
Kuch youn hui basar k "khuda"yaad aa gaya
Barse baghair jo ghatta aage niklal gayi
Ek Be-wafa ka Ehd-e-wafa yaad aa gaya
Youn chonk uthe woh,Sun ker mera shikwa
Jaise unhain bhi koi gila yaad aa gaya
Hairat hai tumko dekh k Masjid mein Ghalib
Kia baat ho gai jo Khuda yaad aa gaya.?
Hum Murr K Kisi Shakhs Ko Daika Nahi Karthey
good sharinG....
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
wah very nice..
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Hairat hai tumko dekh k Masjid mein Ghalib
Kia baat ho gai jo Khuda yaad aa gaya.?
Bahut unda kalaam pesh kiya
Janab Mirza ghalib ka, shukriya,
Hum kabhi khuda ke kayal na the
Ghalib ka kalaam dekha to Khuda yaad aagaya.
Last edited by R. M. Dixit; 09-05-2011 at 10:43 PM.
Thanks, girls : )
Bohut acha shair kaha hai aap ne, Mr. Dixit : )
Hum Murr K Kisi Shakhs Ko Daika Nahi Karthey
------------------------------------------------اپنے دشمن سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û Ø§Ù¾Ù†Û’ گناÛÙˆÚº سے ڈرو کیوں Ú©Û ØªÙ…Ú¾Ø§Ø±Û’ گناÛØŒ تمھارے دشمن سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û Ø®Ø·Ø±Ù†Ø§Ú© Ûیں.------------------------------------------------
Hmmm
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا