maine to searchy tappyaye bhi per mujhy samjh hi nahi aya kia meaning banta kia pata ghalt meaning banta ho koi
main is liye nahi share ker rahi![]()
maine to searchy tappyaye bhi per mujhy samjh hi nahi aya kia meaning banta kia pata ghalt meaning banta ho koi
main is liye nahi share ker rahi![]()
Walaikum Assalaaam ranoo![]()
hum tou theek hain Alhamdullilah .... aap sunayein ..
waisey thread tou bara chakka chakk hai![]()
aur me ko in tappoun k baray main aik net friend ki shaadi wali thread main hi pata chala tha ...![]()
per sunney main kafi achay lagtey hainspecially woh rhyming words
waiseyy is thread ka preview aur review karney k liye mujhey aik adad "punjabi dictionary " ki zaroorat hai ...![]()
aur woh is waqt offline hai ..![]()
waisey tappay tou ussey bhi buhat aatay hain![]()
woww zabardast ranoseven
jia sis
insho
baghey wich aya karo
baghey wich aya karo
jadon chand chup jawey tussi mukhra wakhaya karo
~I can't change fOr anybOdy~
Ati to roti kia?
lag raha hai jesy u sub africian lang boling
pehly bato k u dono gaa kia rahay ho
zara easy urdu men telna pls![]()
There is no good or evil,there is only power and those
too weak to seek it!!
dudh karhda ay karhn dayo
dudh karhda ay karhan dayo
hajy meri shadi na karo
munda parhda ay parhn dayo