me to already competition me part le chuka houn aapi
ik design he day sakty tabhi to kaha k saal wait karna parayga
aur yeh diwaar pe advertisement likhi hoti thi pehlay kissano k liay...
Dhaan k kasht karon k naam aham (MSG) " pe ghaam "
aagay likha hota tha fi aekarr 50kg Urea dalian etc etc.
ab meko chaska lag gaya phir seykal diary perhi baith k phir
again sharing sum qoutes
THORA SA ASMAAN
"Hum main se her shaks apni zindagi main aik jung lurta hai aur wo jung her aik ko khud he larne parti hai.koi dosra ap ke liye larta hai na app ko kisi dosre se yeh tawaka hone chahye"
"Thokar lagne per girne ke bad sirf aik kam karna chahye,dobara kahre hojana chahye.her bar girne per yehe karna chahye yaha tak ke app waha pohnch jaye jaha app pohnchna chahte hain"
Zindagi mein ham kabi na kabi os maqam per aajatey hein jahan saarey rishtey khatam ho jate hein.Vahan sirf ham hotey hein aur ALLAH hota ha. Koi maan baap,behan bahi,koi dost nahi hota. Phir hamein pata chalta ha ke hamarey pairoon ke neechey zameen ha na hamarey sir ke oper koi aasmaan,bus sirf aik ALLAH hai jo hamein is khala mein bhe thamey hoye ha. Phir pata chalta ha ham zameen per parii mattii ke dher mein aik zarey ya dharakht per lagey hove aik patey se zada ke voqat nahi rakhtey . Phir pata chlata ha ke hamarey honay ya na honey se sirf hamein he fark parta ha. Sirf hamara kirdaar khatam ho jata hai. Kaenaat mein koi tabdele nahi aatii,kissi cheez per koi asar nahi perta.”(Peer-e-Kamil s.a.w.w)
~I can't change fOr anybOdy~