-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
jhoot moot ka nai chahiye
main bachi nai hoon jo khilona ya pic dekh kay khush ho jaongi
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
mujhe kya pta bachi hu ya bari hu aisa hai tu umr batao apni
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
jitni u ki utni meri hai
-
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
Naz u nai kabhi kitab parhi hai
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
Originally Posted by
Paras
Mera taluq bhi boht kam umri se hi kitabon se wabasta hu gaya tha, sab se pehle jo kitab hath ai woh Nonehaal thi , phir taleem-o-tarbiyat, bachon ka baag wagaira, phir 4th class main Ishtiaq Ahmed k jasoosi novel ka bhoot sawar hu gaya , saath hi abbu ne us waqt Tohfa-e-Khawateen kitab hathon main thama di ! phir behshati zaiwar wagaira wagaira, phir , 6 .7 class se chup chup k dijust (khawateen , shuua ,kiran) parhay, matric k baad azadi se parhne lagi,1st year aur 2nd year tak jitne poet ko parh sakti thi parhna start kar dya,phir Hons mian Adeeb Aur shura karam naye puranay sab parh leye.... M.A main Raj Gidh Nisaab ki waja se parhni pari aur woh fav ban gai , M.A main hi buks ko collect karne ka shoq hua, jahan buk fair ka pta chalta dori chali jati, Urdu Bazar k bhi khoob chakar lagtay... M.A k baad Shahab Naama,Zawia , Mufti ji ki Talash, Labbaik ,Alipur ka Eeli, 0 point wagaira parha.......yeh sab meri fav buk hain lekn sab se ziada mutasir mujhe Khan Asif ki kitan Allah K Safeer ne kya, is k saath hi Ishq ka Ain bhi kafi arsay tak hawaso pe sawar rha.... Raffat Siraf k novels bhi boht pasand hain, Umera Ahmed ka Amar Bail , aur us ka Umar ufffff....... bhulaye nhi bholta......Farhat Ishtiaq k novels aur us k hero... haye haye , leken ab yeh sab khaab sa lgta hai, zindagi boht masroof hu gai hai...... kitabain jo kbhi mera junon thi ab khaab ban k reh gai hain , aur Almari ki Zeenat ....... aur Gulzar Ji ki Is nazm ki akaasi karti nzar ati hain!
Kitabain Jhankti Hain Band Almari k Sheesho Se
bari Hasrat Se Taktin hain
Mahino Ab Mulaqat nhi huti
........
...........
............!
ap ke zoq ka andaza tu hia mjhe tora tora..nazm bhot khoubsurat share ki hai ..aisa hota hai leken jo banda kitab se mohb karta hai uski yeh mohb jagti zaror hai kabhi na kabhi sorti nahi hia hamesha k liye..waise yeh sub kitabain u ki apni hian ? kitni buks ki malik ho tum
meri collection bhot kaam hia abhi
aj maine newspaper main parha ke yeh dekho image..bhot dor hai ghr se kaash jane ko miljaye
-
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
abhi tu maine mangwaye hia aik nahi mili baki 2 net se he order ki thi unho ne bhot dhondi hian nahi mili 2 he mili hian bus
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules