Page 6 of 13 FirstFirst ... 45678 ... LastLast
Results 51 to 60 of 121

Thread: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

  1. #51
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    haye aapo
    yeh book stall dekh ker me ke moun mein pani aying
    i just love books na

  2. #52
    Join Date
    Aug 2010
    Location
    shehr-e-zaat
    Posts
    2,559
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    36 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    Shukriya Janab, post ko sarahaya aap ne, leken wah bhi waha, MashaAllah acha zoq rkhti hu, boht khushi hoi rply daikh kar , aur iqtibaas tu boht achay share keye hain!Ahmed Nadeem Qasmi Sahab ki tu kya hi baat hai , khas kar un ka afsana Kapaas ka Phool tu mujhe kabhi nhi bhoolta! aur Umera Ahmed tu shayad sab hi fav hain
    hmmm thankyou

    waqai umaira ki smajh nahi aty kon kon sa qoute share karun

    kapas k phool mainey nai perha exams k baad koshish karun gi mil jaye

    or u k taste bhe bht acha hai nonihaal n taleem o tarbiat maney bhe bht perhey hain

    yaha books milty bhe to nahin
    394999 198367593589296 174133136012742 401622 1270652005 n large - Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
    ~I can't change fOr anybOdy~

  3. #53
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post
    haye aapo
    yeh book stall dekh ker me ke moun mein pani aying
    i just love books na
    me b dekhti rahi subha bus is pic ko

  4. #54
    Join Date
    Aug 2010
    Location
    shehr-e-zaat
    Posts
    2,559
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    36 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post
    haye aapo
    yeh book stall dekh ker me ke moun mein pani aying
    i just love books na
    merey bhe

    hijabo u ka taste bhe bht acha hai wahan urdu novels or books mil jatin??
    394999 198367593589296 174133136012742 401622 1270652005 n large - Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
    ~I can't change fOr anybOdy~

  5. #55
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by naz View Post


    ap ke zoq ka andaza tu hia mjhe tora tora..nazm bhot khoubsurat share ki hai ..aisa hota hai leken jo banda kitab se mohb karta hai uski yeh mohb jagti zaror hai kabhi na kabhi sorti nahi hia hamesha k liye..waise yeh sub kitabain u ki apni hian ? kitni buks ki malik ho tum
    meri collection bhot kaam hia abhi
    aj maine newspaper main parha ke yeh dekho image..bhot dor hai ghr se kaash jane ko miljaye

    05 19 - Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    aray yara, u ko bataya tu hai , ancholi k grace hall main puray ramzan lagta hai buk fair, woh bhi 20 se 30% discount par , han ji yeh buks me ki hain ,aur bhi boht buks hain , poetry ki bhi aur nasar ki bhi , han muhabbat tu boht hai buks se lekn tym nhi milta, teaching ne yeh shoq cheen lya mujh se, me ki aik frnd ne mujh se tuition li thi,M.A karwaya us ko , us ne phir mujhe gift mein Alakh Nagri di , Alipur eili ka doosra hissa, woh tak nhi parh pa rhi , aur bhi boht se novels , islami buks wagaira hian , aur pta hai Ibn-e-Khuldoon ka pura set hai 9 se 10 jildon par, 3 se 4 saal hu gaye, boht shoq se mangwaya tha lekn parhna abhi tak naseeb nhi hua ! u ka collection bhi hu jaye ga waqt k saath saath , main ne Nonehaal se start kya tha jama karna, aaj Allah ka shukr hai Nonehaal se Adabi buks tak sab hain,leken aksar log atay hain shelf se nikaal k le bhi jatay hain aur wapas ya tu karte nhi ya muddaton baad karte hain!

    u ko buk fair ka shoq na , Ramzan main prog bana lijeye, ! boht acha lagta hai wahan jana!

    2dnmmf - Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

  6. #56
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post
    haye aapo
    yeh book stall dekh ker me ke moun mein pani aying
    i just love books na

    han yara, u ki buks se muhabbat ka andaza hai mujhe !

    2dnmmf - Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

  7. #57
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by naz View Post


    me b dekhti rahi subha bus is pic ko
    hahahaa, had hai

    2dnmmf - Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

  8. #58
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,948
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    mujhe nahi hai shok books parhne ka halan k meri ami or sisters ko bara shok hai meri ami kabi news paper nahi miss karti hain par mujhe pta nahi ku nahi hai shok shayad apne abbu k upar chali gai hon jo sirf headlines hi parhte hain

    mene apni zindagi mai ab tak aik hi novel parha hai or wo tha the kite runner and i love it .. mai sahi ki addict hogai thi jab tak yeh khtam nahi hogaya tha bohat maze ka novel hai..

    sis ne hi chor dia k apni kisi frnd ko de dena tu mai farig thi tu socha parh hi lon shoro kia aik chapter huwa maza aya fir bus pura hi karke chora us k baad se aaj tak koi kitab nahi parhi hai siwaye kuch apne course k wo b bech bech mai se

  9. #59
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by sheem View Post
    mujhe nahi hai shok books parhne ka halan k meri ami or sisters ko bara shok hai meri ami kabi news paper nahi miss karti hain par mujhe pta nahi ku nahi hai shok shayad apne abbu k upar chali gai hon jo sirf headlines hi parhte hain

    mene apni zindagi mai ab tak aik hi novel parha hai or wo tha the kite runner and i love it .. mai sahi ki addict hogai thi jab tak yeh khtam nahi hogaya tha bohat maze ka novel hai..

    sis ne hi chor dia k apni kisi frnd ko de dena tu mai farig thi tu socha parh hi lon shoro kia aik chapter huwa maza aya fir bus pura hi karke chora us k baad se aaj tak koi kitab nahi parhi hai siwaye kuch apne course k wo b bech bech mai se

    kia kehnay hein aap ke
    yeh Kite Runner woh aik indian larkay ki story wali book hai ya woh Afghani larkay wali
    mein ne yh naam suna bohat hai, yaad nahi aa raha ke parhi hai ke nahi

  10. #60
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,948
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post



    kia kehnay hein aap ke
    yeh Kite Runner woh aik indian larkay ki story wali book hai ya woh Afghani larkay wali
    mein ne yh naam suna bohat hai, yaad nahi aa raha ke parhi hai ke nahi
    afghani larke wali hai aahhoo best seller thi shayad yeh.. tabi meri sis ne de dia meko or aawein bus parh b lia

Page 6 of 13 FirstFirst ... 45678 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •