Page 7 of 13 FirstFirst ... 56789 ... LastLast
Results 61 to 70 of 121

Thread: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

  1. #61
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by ~Rania~ View Post
    merey bhe

    hijabo u ka taste bhe bht acha hai wahan urdu novels or books mil jatin??
    pata nahi siso, i think mil jati hein, lekin me ko pata nahi kahan se
    waisay library mein Anchal digest her month aata hai and Akhbare Jahan, lekin woh mujhe kuch khas pasand nahi.
    waisay bhi kuch achi books mil jati hein library mein se.

  2. #62
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by ~Rania~ View Post
    WALAIKUM ASSALAM

    beutifull + informative thread

    hmmmm kaafi choti the tabsey books waghera perhna acha lagta hai(course ki chor k) or fav writers AHMED NADEEM QASMI ,UMAIRA AHMED, ASHFAQ AHMED or bhe hain abhi yad nahi arahey

    fav books hmmm KULIAT E IQBAL ZAWIA MANN O SALWA MERI ZAAT ZARRA BEY NISHAN QASASA UL QURAN , QASASUL ANBIA n su other novels

    kuch abhi yad nahi arhen

    my fav lines frOM amar bail

    Duniya main larkiyoun say ziyada ahmaq koi aur nahiin hota..,
    Khushfehmi ka aghaz aur ikhtataam hum hi par hota hai..
    Sari umer hum “Muhabbat” ki besaakhiyoun ka intezaar karti rahti hain,
    Takay zindagi ki race shuru kar sakain,
    Hamay har mard kay baray main yeh khushfehmi hoti hai kay woh ayega hamain daikhaiga,
    Aur hamara ho jaye ga,
    Koi humsay hamdardi karay tau hamain khushfehmi honay lagti hai,
    Koi hamari tareef karay tau woh hamain apni muthi main qaid nazar anay lagta hai,
    Koi hamaray sath waqt guzaray tau hamray hosh-o-hawas apnay thikanay par nahiin rahtay,

    n this 1 is my most fa frOm meri zaat zarra e beynishan

    " Aankhein kuch nahi dikhaatein, aankhein to sirf woh dikhaati hein jo hamara dil, hamara dimagh dekhna chahta hae".

    n its frOm zawia

    indexphp?PHPSESSIDb1620aa299211b28f547613783c45c75&ampactiondlattachtopic17220attach2273image - Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
    zada nai hogya

    wowwwwwwwwwwwwwwwwwwww
    superb siso
    sach mein, u ki personality ka andaza u ke zauq se hua hai
    me u ko aik jolly and carefree se larki samjhi thi
    abhi pata chala ke u MASHAALLAH se kitni mature aur gehri souch rakhti hogi
    MASHAALLAH
    yeh dono iqtibas jo u ne share kiya bht he achay lagay
    especially, Umera ki book wala, kitna sacha hai na
    superbbbbbbbbbbbb choice

  3. #63
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    aray yara, u ko bataya tu hai , ancholi k grace hall main puray ramzan lagta hai buk fair, woh bhi 20 se 30% discount par , han ji yeh buks me ki hain ,aur bhi boht buks hain , poetry ki bhi aur nasar ki bhi , han muhabbat tu boht hai buks se lekn tym nhi milta, teaching ne yeh shoq cheen lya mujh se, me ki aik frnd ne mujh se tuition li thi,M.A karwaya us ko , us ne phir mujhe gift mein Alakh Nagri di , Alipur eili ka doosra hissa, woh tak nhi parh pa rhi , aur bhi boht se novels , islami buks wagaira hian , aur pta hai Ibn-e-Khuldoon ka pura set hai 9 se 10 jildon par, 3 se 4 saal hu gaye, boht shoq se mangwaya tha lekn parhna abhi tak naseeb nhi hua ! u ka collection bhi hu jaye ga waqt k saath saath , main ne Nonehaal se start kya tha jama karna, aaj Allah ka shukr hai Nonehaal se Adabi buks tak sab hain,leken aksar log atay hain shelf se nikaal k le bhi jatay hain aur wapas ya tu karte nhi ya muddaton baad karte hain!

    u ko buk fair ka shoq na , Ramzan main prog bana lijeye, ! boht acha lagta hai wahan jana!
    yehe tu masla hai jane ka leker kaun jaye ga or mere sath jane wala koi nai

    werna yeh chez u meko 3yrs se baata rahe (

  4. #64
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    hahahaa, had hai
    had nahi pagal hian

  5. #65
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by sheem View Post
    mujhe nahi hai shok books parhne ka halan k meri ami or sisters ko bara shok hai meri ami kabi news paper nahi miss karti hain par mujhe pta nahi ku nahi hai shok shayad apne abbu k upar chali gai hon jo sirf headlines hi parhte hain

    mene apni zindagi mai ab tak aik hi novel parha hai or wo tha the kite runner and i love it .. mai sahi ki addict hogai thi jab tak yeh khtam nahi hogaya tha bohat maze ka novel hai..

    sis ne hi chor dia k apni kisi frnd ko de dena tu mai farig thi tu socha parh hi lon shoro kia aik chapter huwa maza aya fir bus pura hi karke chora us k baad se aaj tak koi kitab nahi parhi hai siwaye kuch apne course k wo b bech bech mai se
    aise he hota hai ..jab koi buk parhne lago tu phir ruka nai jata jab tak compleete na karlo...

  6. #66
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    My OwN WorlD
    Posts
    9,856
    Mentioned
    4 Post(s)
    Tagged
    966 Thread(s)
    Rep Power
    21474860

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Books .....
    Aaan itna khass shok nahi me ko nikkay hotay bht parhta tha parriyon ki kahaniyan ummro ayyar taarzan aur phir shehzada shehzadion ki kahaniya i think prep me he yeh sab shuru kar dia tha achii khasi collection thi tab 50 se above stories book thean me k pass ....
    phir mera dost tha un ki ammi k zamanay me unho ne bachon ka bagh,bachon ki dunia,aisay rasalay rakhay huay thay 150 ya iss se kuch zyada houngy woh roz 10,12 lanay aur parh kar wapis kar aanay
    phir thora sa baray huay to ishtiaq ahmed k novels parhnay start kar diay inspector jamshed series,inspector kamran series phir shoki brothers aur sab se mazay dar woh inka khass nnumber hota tha 1400 pages tak ka.....
    phir digests me ko horror bht pasand thay khofnak digest to me bht mazay se parhta tha us zamanay me iss kadar shoq tha k pori raat me khatam kar k subhu subhu he library pohanch jaata tha ya sham me ....
    par mujhay parhnay se zyada sunnay me maza aata hai cousins ne aana to unse farmaish karni k chalo story sunao phir sonay dounga nippolian bona part,hittler,sikandar e azam in ki story sunty to mujhay bht bht maza aaya ...
    phir sahaba karam k waqiyaat woh bhi kafi parhay hain ....
    aur haan imran series bhi bht parhi hai....even k syllabus ki books me rakh kar parhay hain yeh novels
    dant bhi bht khai hai shirt me chupa kar ya phir lanay k bad wahin darwazay k aas pass chupa dia karnay aur sab k sonay k bad nikal laity thay
    par jin books ki aap log baat kar rahay woh me ko zara nahi pasand....
    ajeeb c stories hoti hain ...
    la-hasil bhi kisi ne zubani qalami he sunaya tha...
    ab to 2,3 sal ho gaye na imran series pakri na he koi digest.
    haan kuch novels aapi download karti hain un k 2,4 pages he parhta ho0n.
    shayri me katta-in dilchaspii nahi us shairi ka maza he nahi aata jo hum qafia na ho
    ghazal se to jaan jati hai meri
    bus 2 line sk shair theak hain jaisay ahmed faraz k hain

  7. #67
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by *~٭Arham٭~* View Post

    khawateen digest b parh lete

  8. #68
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    My OwN WorlD
    Posts
    9,856
    Mentioned
    4 Post(s)
    Tagged
    966 Thread(s)
    Rep Power
    21474860

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by naz View Post

    khawateen digest b parh lete
    sab digest me he laata tha hahah
    khawateen digest,kiran.shuaa,pakeezah uff ....
    waisay ik dafa raja gidh parhnay ka bhi ittefaq hua tha mere sir k o0per se he guzar gai ba mushkil 24 ya 34 pages parhay houngy phir utha aur wapis shelf me rakh aaya
    uss raat itne mazay ki neand i k pocho mat

  9. #69
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    hahahaha badzoq

  10. #70
    Join Date
    Aug 2010
    Location
    shehr-e-zaat
    Posts
    2,559
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    36 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post
    pata nahi siso, i think mil jati hein, lekin me ko pata nahi kahan se
    waisay library mein Anchal digest her month aata hai and Akhbare Jahan, lekin woh mujhe kuch khas pasand nahi.
    waisay bhi kuch achi books mil jati hein library mein se.
    acha

    uyahan to library hi nahi

    hum pak janey walon ki minntain kertey bas
    394999 198367593589296 174133136012742 401622 1270652005 n large - Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
    ~I can't change fOr anybOdy~

Page 7 of 13 FirstFirst ... 56789 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •