-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
han zaroor parhna , in k afsanay boht achay hote hain, mil jayen gi buks
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
wo bhe hun
han bass mix plate typ cheze hun
han bohaaat
thankyou
~I can't change fOr anybOdy~
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
acha ji.... han aisa huta hai , aur main aisii pagal jab hoi thi jab Raffat Siraf ka dil dya dehleez parha tha, mujhe tu charon taraf Taimoor aur Yawar dikhai daite thay, khushi hoi u ka rply daikh kar
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
han na
han bilkul sahii kaha
u sab meko baqli smajhtey they
~I can't change fOr anybOdy~
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
han g, khaas numbr ki tu baat hi kuch aur huti hai, 3eno party jab milti thi tu bus , Jamshaid Sahab ki tu kya hi bat hai , aur shoki brotherz ki tu harkatay, haha , muje tu abhi bhi mil jaye parhne baith jati hon , Mehmood , Farooq aur Farzana ki larai, jumlay bazi , ,,,,,, aur u ko itna shoq nhi , phir bhi acha khaasa parha hua aur jin ki hum baat kar rahay hain woh dijust mein likhne wali writers ki huti hain , khawateen likhtin na tu un ki nafsiyat k mutabiq hi likhtin hain isi leye hamay ziada appeal karti hain
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
~I can't change fOr anybOdy~
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
Oh Acha..... Allah karay k koi saath janay wala hu , Ameen!
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
me bhi aisay he chupa chupa ke pahti thi Imran Series
bohat he unrealisitic sa hota hai Imran
lekin parhnay mein bht maza aata hai
aap ki baatein parh ke mujhe hansi aa gaye
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
Originally Posted by
Paras
han g, khaas numbr ki tu baat hi kuch aur huti hai, 3eno party jab milti thi tu bus , Jamshaid Sahab ki tu kya hi bat hai , aur shoki brotherz ki tu harkatay, haha , muje tu abhi bhi mil jaye parhne baith jati hon , Mehmood , Farooq aur Farzana ki larai, jumlay bazi , ,,,,,, aur u ko itna shoq nhi , phir bhi acha khaasa parha hua aur jin ki hum baat kar rahay hain woh dijust mein likhne wali writers ki huti hain , khawateen likhtin na tu un ki nafsiyat k mutabiq hi likhtin hain isi leye hamay ziada appeal karti hain
Haan waqai jumlay to bht zabardast hotay thay in k me k ghar k pass me jo library thi wahan se is series k sabhi novels jab parh liay to woh shop wala hath jor kar kahta bhai mere imran series parh lo yeh aur nahi hain aur na he aaty hain imran series to ab bhi her month new aata hay.
mazhar kaleem shayd founder tha
khair us din k bad maine phir imran series shuru ki.
aur haan digest me to iss kadar ajeeb o gareeb kisam ki story hoti k pocho mat khawateen ko pata nahi kyun itna maza aata us me
meri pupho 7 bachon ki amma jani hain par aaj bhi digest parhti hain
safar pe jatay huay ghar se 5,6 digest ly kar chalti hain
jin khawateen se chawal tak nahi chuggay jatay woh bhi glasses laga kar digest parh rahi hoti hain aksar
-
Re: Kitabain Jhankti Hain! (Enterteinment Week)
chotay hotay gappon ka pata nahi chalta tha tabhi maza aata tha ab to woh writer he ghoma hota hai 3,4 pages pehlay kuch kah raha hota hai aur bad me kuch
khabardaar jo meri realistic baaton pe koi hansa to
haan muskura zaroor sakty hain
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules