Results 1 to 6 of 6

Thread: Ghazal: Ab kahan dost rahe saath nibhane wale

  1. #1
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    cute Ghazal: Ab kahan dost rahe saath nibhane wale

    Ab kahan rahe dost sath nibhane wale
    Sabne seekhey hai adaab zamane wale.

    Dil jalao ya diye aankon ke derwaze per
    Waqt se pahle to aate nahin aane wale.

    Ashq ban ke main nigahon mai teri aaon
    Aye mujhey apni aankhon se girane wale.

    Waqt badla to uthaate hain ab ungli mujh pe
    Kal talaq hak main mere haath uthane wale.

    Waqt her zakhm ka merham to nahin ban sakta
    Derd kuch hote hain ta-umra rulane wale.
    Last edited by R. M. Dixit; 16-05-2011 at 11:06 AM.

  2. #2
    Join Date
    Aug 2010
    Posts
    24,389
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Ghazal: Ab kahan dost rahe saath nibhane wale

    very nice sharing

  3. #3
    *resham*'s Avatar
    *resham* is offline بابا کی گڑیا
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    ممہ کہ دل میں
    Posts
    40,298
    Mentioned
    32 Post(s)
    Tagged
    4710 Thread(s)
    Rep Power
    21474891

    Default Re: Ghazal: Ab kahan dost rahe saath nibhane wale

    ek dam sahi kaha gaya hai is shair main...

    Ab kahan rahe dost sath nibhane wale
    Sabne seekhey hai adaab zamane wale...

    aweosme poetry...
    keep sharing...
    Last edited by *resham*; 17-05-2011 at 01:49 AM.

  4. #4
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    cute Re: Ghazal: Ab kahan dost rahe saath nibhane wale

    Quote Originally Posted by *resham* View Post
    ek dam sahi kaha gaya hai is shair main...

    Ab kahan rahe dost sath nibhane wale
    Sabne seekhey hai adaab zamane wale...

    aweosme poetry...
    keep sharing...
    Shukriya Mohterma aapne Ghazal ko
    pahchana aur tavazzo di. Humne socha
    ghazal ke alfaaz bekar hai isliye ise
    nazer andaz ker diya gaya hai. Per
    aapki daad se honsla afjayi hui. Waise
    kahte hai na ki heere ki parakh johri
    he kerta hai. Shukriya.

  5. #5
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default Re: Ghazal: Ab kahan dost rahe saath nibhane wale

    Quote Originally Posted by akiller View Post
    very nice sharing
    Shukriya Miyan aapke daad ki
    aur honsla afjaye ki. So nice.

  6. #6
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    56
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    8 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Ghazal: Ab kahan dost rahe saath nibhane wale

    nice

    Sajdoo mein guzar doon apni saari Zindagi..

    Bas ik bar wo keh dein Mughe duaon se Maang lo..!!

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •