"Main janti hun mera chehra be had dilkash hai"....woh kehnay lagi..."mager is kia kya jay kay is chehray ka husn kisi neem tareek kehva khanay kay konay main pari hui kursi per sirf baithay rehnay ke had tak he mehdood hai...uth ker chalnay ke koshish isi dil kash chehray ko intihai bad soorat bana deti hai...aur insaan sari zindagi aik konay main baithay to nahi guzar sakta..."
Iqtibas "Mustansir Hussain Tarar" ki kitab "Pyar Ka Pehla Sheher"