Page 2 of 5 FirstFirst 1234 ... LastLast
Results 11 to 20 of 48

Thread: Qaza Namazein.....

  1. #11
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post
    Qaza Namazon Pe Sirf Tauba Wajib Hai Qaza Nahin

    Kyun Ke Kisi Bhi Hadees Ya Quran Ki Aayat Main Qaza Namazon Ka Zikar Nahin Hai

    Islah Farmaiye

    Quran Aur Sahi Hadees Ki Taraf Rujoo Kijiye
    app kis ki dalil ko samnay rakh k yeh keh rahay hain yeh mujhay nahi maloom ... Imam Abu Haneefa (R.A) k taqleed karnay walon k liye jo Masayeel hain un main yeh baat ahadees say sabit hai k Qasa Namazon ka Ada karna Zarori hai ... jesa k Ahadees bayan ki gayin hain ...

    Darul Uloom Deoband ki Official Website say Aik MAsla copy kiya hai ... Mufti sahab sawal ka jawab daitay howay taqeed kar rahay hain k ahtimam k sath qaza ada karain aur note kartay rahain ... reh janay ki soorat main fidya dain .. is say andaza lag saktay hain k kitna aham masla hai yeh

    Deegar tafseel jannay k liye Mufti sahab say app khud bhi rabta kar saktay hain


  2. #12
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by *resham* View Post
    saarey log jo qaza namaz parhtey hai wo kaya bewaqoof hai...
    hadees aur quraan main k jineki namaazein choor jati hai wo nawafil namzaaein parhein
    aur rozron ko b hai jineke choote hun "laho min idatein ayaam"....
    kounsi ayat main hai ya hadees main abi yaad ni arha hai main aapko bataongi....
    qaza naamz kaya hoti hai ye b pata hai....?
    nabi S .A.W kasrat se nawafil ka khtey hai fir qaza namaaz nawafil se b terjhee di jati hai
    aap jaker kisi masjid main b poch lon sabi parhtey hai... hunh....
    Qaza Namazein Nawafil Se Tarjeeh ?

    Kahan Par Hai

    Hairat Upar Ki Post Main Daarul Uloom Deoband Ki Post Hai

    Aur Neeche Barelwi Hazraat Aur Shiya Hazraat Ki Copy Paste

    Aur Agar Ye Hadees Sahi Hai Jo Dikhayi Hai To Mujhe Hawaala Do

    Main Rujoo Kar Loon Ga INSHALLAH

    Mujhe Hadees Number Bataao Main Dekh Leta Hoon

    Warna Islah Ki Zaroorat Mujh Samait Sub Ko Hai

  3. #13
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by naz View Post


    is baat ka prove lekr ayo hadis se ..
    werna aisa kahe b nahi hia touba kiye jao namaz chorey jao ...shabas hia naya he Islam agaya hia
    Islam Wohi Hai Laugon Ne Naya Bana Diya Hai

    Mujhe Hadees Dikha Dain Main Rujoo Kar Loon Ga

  4. #14
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by *resham* View Post
    hadees2B 11  - Qaza Namazein.....

    aur jo jaan bojh ker qaza kertey hai unkey liye saza b hai....

    2mi5bol - Qaza Namazein.....

    post 1781 1216329238 - Qaza Namazein.....

    post 907 1219239719 - Qaza Namazein.....


    qaza namaz ghar mein padni chahiey ya masjid mein?

    Madani Channel | Dawat-e-Islami | Live Transmission

    http://www.madanichannel.com/

    aur b chayiye....?

    Qaza e Umari namaz - Qaza Namazein.....


    Madani Channel | Dawat-e-Islami | Live Transmission
    Achi Copy Paste Hai Lekin Naqal Ke Liye Aqal Chahiye

    Kahan Sunniyon Aur Shiya Ko Ek Saath Mila Diya

    Post Karne Se Pehle Parh To Li Hoti

  5. #15
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by mr. Bean View Post
    حضرت میری کچھ نمازیں بچپن میں قضا ہوگیں تھیں جن کی میں کوشش کر کے قضا ادا کر رہا ہوں۔ مگر اب آج کل اگر کوئی نماز قضا ہوتی ہے کسی جائز وجہ سے تو میں اسکی قضا ضرور ادا کرتا ہوں اور قضا نماز کے ساتھ ساتھ میں کفارہ کی رقم بھی نکالتا ہوں ؛ آپ مجھے بتائیں کہ: (۱) کیا قضا نماز پڑھنے کے ساتھ ساتھ اگر کوئی کفارے کی رقم بھی خیرات کرے تو کوئی حرج تو نہیں ؟ جب ک اللہ کریم نے اسے توفیق بھی دی ہے اس کی۔ (۲) جو میری نمازیں آج کل قضا ہوجاتیں ہیں ان کی میں قضا تو ادا کرلیتا ہوں مگر ساتھ ہی میں کفارے کی رقم بھی نکال کر رکھتا جاتا ہوں ک کسی بلکل مستحق انسان کو دوں گا اور اس طرح وہ رقم اب اچھی خاصی بن گئی ہے چند مہینوں میں۔ اب میرا سوال ہے ک کیا میں اس رقم کو پرانیں قضا نمازوں کے کفارے میں دے سکتا ہوں جب ک یہ رقم میں نے آج کل کی قضا نمازوں کے کفارے کی نیت سے جمع کی تھی۔ اور میں وہ پرانیں قضا نمازیں پڑ بھی رہا ہوں ۔ میں ایک جوان انسان ہوں اور قضا نمازیں پڑ بھی رہا ہوں ، مگر پھر بھی میں کفارے کی رقم نکال رہا ہوں ک کہیں معاذ اللہ قضا نمازیں اگر باقی رہ گیں اور موت آگئی تو کم سے کم کفارہ ہو۔
    apr 26,2011
    answer: 31651

    فتوی(ب): 613=514-5/1432 اپنی قضا نمازوں میں سے جتنی نمازیں پڑھ لی ہیں، ان کا فدیہ دینے کی ضرورت نہیں ہے، آپ برابر قضا کرتے رہیں اور ایک کاپی پر انھیں لکھتے بھی رہیں تاکہ معلوم ہو کہ کتنی نمازیں آپ کی قضا ہوئی ہیں، ان میں سے کتنی پڑھی لی ہیں اور کس قدر باقی رہ گئی ہیں۔ مرنے کے وقت تک جس قدر قضا کرنے سے رہ جائیں، ان کا کفاردہ دینے کے لیے وصیت کرجائیں کہ یہ جمع کردہ رقم میں سے میری باقی ماندہ کا فدیہ ان پیسوں سے ادا کردیا جائے۔ اور ایک نماز کا فدیہ ۱/ کلو چھ سو تینتیس گرام (1.633 kg) گیہوں یا اس کی قیمت ہے۔ واللہ تعالیٰ اعلم


    دارالافتاء، دارالعلوم دیوبند
    واللہ تعالیٰ اعلم

    بین بھائی بہت معضرت کے ساتھ لیکن ایک بات بتاوں گا

    اگر امام ابو حنیفہ کی یہی تعلیم ہے تو دین میں ردو بدل نہیں ہے اور دین آج سے ١۴٠٠ سال پہلے مکمل ہو چکا ہے اب آپ مجھے دیوبند حضرات کا یہ فتوا دکھا رہیں ہیں نہ جس میں قرآن کی آيت ہے نہ حدیث کا حوالہ

    اور دیوبند حضرات کہتے ہیں کہ کامیابی سنت پہ چلنے پر ملتی ہے

    بھائی مجھے کوئی بھی مستند حدیث دکھا ديں ۔۔ اللہ کی قسم میں رجوٴع کر لوں گا

    کیوں کے میں خود اصلاح چاہتا ہوں

    جزاک اللہ خیر

  6. #16
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post


    app kis ki dalil ko samnay rakh k yeh keh rahay hain yeh mujhay nahi maloom ... Imam Abu Haneefa (R.A) k taqleed karnay walon k liye jo Masayeel hain un main yeh baat ahadees say sabit hai k Qasa Namazon ka Ada karna Zarori hai ... jesa k Ahadees bayan ki gayin hain ...

    Darul Uloom Deoband ki Official Website say Aik MAsla copy kiya hai ... Mufti sahab sawal ka jawab daitay howay taqeed kar rahay hain k ahtimam k sath qaza ada karain aur note kartay rahain ... reh janay ki soorat main fidya dain .. is say andaza lag saktay hain k kitna aham masla hai yeh

    Deegar tafseel jannay k liye Mufti sahab say app khud bhi rabta kar saktay hain

    To Bhai Main Hadees Ka Hawaala Maang Raha Hoon Na Aap Mujhe Hadees Ka Hawaala Dain Taa Ke Main Rujoo Karoon

    Aur Bhai Ek Baat Main Deobandi Nahin Hoon Na Kisi Firqay Se Mera Taaluq Hai

    Mera Deen Sirf ISLAM Hai

    Agar Aap Ko Deoband Hazraat Ke Akabreen Ki Islah Karwani Ho To Main Haazir Hoon

    Lekin Ab Bhi Mauzrat Kar Raha Hoon

    Ke Kisi Ek Jamat Yaa Kisi Ek Firqay Ke Dalaayil Kisi Baat Pe Mozoo Behas Nahin Ban Sakte

    Jub Tak Proof Na Ho

    Aap Mujhe Hadees Dikhaayein Taa Ke Main Apni ISLAH Karoon

    Agar Mujh Main Ghalati Hai Main Sub Ke Saamne Maafi Maang Ke Apni ISLAH Karoon Ga

    Lekin Agar Baat Laugon Ke Hawaala Jaat Ki Hai To Mazeed Behas Se Parhaiz Karoon Ga

    ALLAH Sub Ka Bhala Kare Mujh Samait

    Khush Rahein

    ALLAH HAFIZ

  7. #17
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    ممہ کہ دل میں
    Posts
    40,298
    Mentioned
    32 Post(s)
    Tagged
    4710 Thread(s)
    Rep Power
    21474891

    Default Re: Qaza Namazein.....

    phelye aap b aapni baatey sunna ey ki bajai hadees ka i hawala dey...
    aur yaha baat siya sunni ki nahi horahi hai....
    qaza namaaz ki tu plz point note krey na k aur siya sunni ki sayasat laaye ufff...
    khood hi boley ja rahye hun had hai laker dikhaona hadees aapko tu hadees pr b yaqeen nahi hai
    khair aap tuba kertey rahun aapka apna masla hai main ne kaha tha kisi masid k molvi se pochon
    aur kiyn bahes ker raye hun aap ha...?
    samjhte kaya ho k aap hi ko hai sab malomaat main ne b ALIMA ka course kiya hai ....
    khair copy paste hi kerke aap b koi hadees ka prove dikha dun hunh....
    Last edited by *resham*; 23-05-2011 at 07:07 PM.

  8. #18
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post


    Islam Wohi Hai Laugon Ne Naya Bana Diya Hai

    Mujhe Hadees Dikha Dain Main Rujoo Kar Loon Ga
    app jo itni bari baat kehrahe ho uski hadis laker do bus zaida bahas nahi hadis ke bina

  9. #19
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    ~Near to Heart~
    Age
    35
    Posts
    78,521
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    2881 Thread(s)
    Rep Power
    21474931

    Default Re: Qaza Namazein.....



    Sajid AAp Kya Janna Chahte ho k Agr koi Namaz Qaza Ho Jaye to Us Per Touba WAJIB hai Qaza WAJIB Nahi??????

    Mere Bhai Age Eik Namaz b Qaza Ho Jaye to Touba Sari Umr Krte rehna Chahye Or us ki Qaza b Ada Krna Wajib hai.....!!!

    Main AAp ki Khidmat Main Ye Masla Clear kr Dun ga k Namaz ki Qaza Wajib hai or ye eik Fiqhi Masla hai.....!!!

    [RESHAM]
    hadees aur quraan main k jineki namaazein choor jati hai wo nawafil namzaaein parhein
    Resham AAp ne jo kaha k Namazeein reh jaein wo NAwafil parhein is baat ki islaah kr lijiye k jin ki namazein qaza ho jaein Pahly wo apni qaza namazein Puri Karein Phir nawal Parhein.....!!!

  10. #20
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by *resham* View Post
    phelye aap b aapni baatey sunna ey ki bajai hadees ka i hawala dey...
    aur yaha baat siya sunni ki nahi horahi hai....
    qaza namaaz ki tu plz point note krey na k aur siya sunni ki sayasat laaye ufff...
    khood hi boley ja rahye hun had hai laker dikhaona hadees aapko tu hadees pr b yaqeen nahi hai
    khair aap tuba kertey rahun aapka apna masla hai main ne kaha tha kisi masid k molvi se pochon
    aur kiyn bahes ker raye hun aap ha...?
    samjhte kaya ho k aap hi ko hai sab malomaat main ne b ALIMA ka course kiya hai ....
    khair copy paste hi kerke aap b koi hadees ka prove dikha dun hunh....
    Laa ILM Aalima Se Behas Mera Maqsad Nahin

Page 2 of 5 FirstFirst 1234 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •