Page 3 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 21 to 30 of 48

Thread: Qaza Namazein.....

  1. #21
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by naz View Post

    app jo itni bari baat kehrahe ho uski hadis laker do bus zaida bahas nahi hadis ke bina
    Yehi To Main Keh Raha Hoon Hadees Dikhaao

    Mere Paas Hadees Nahin Hai Kyun Deen Main Ye Hai Hi Nahin

    Aap Ke Paas Hai To Share Karein

    Lakum Deenukum Walliyadin

  2. #22
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by DaNgErOuS tEaRs View Post


    Sajid AAp Kya Janna Chahte ho k Agr koi Namaz Qaza Ho Jaye to Us Per Touba WAJIB hai Qaza WAJIB Nahi??????

    Mere Bhai Age Eik Namaz b Qaza Ho Jaye to Touba Sari Umr Krte rehna Chahye Or us ki Qaza b Ada Krna Wajib hai.....!!!

    Main AAp ki Khidmat Main Ye Masla Clear kr Dun ga k Namaz ki Qaza Wajib hai or ye eik Fiqhi Masla hai.....!!!



    Resham AAp ne jo kaha k Namazeein reh jaein wo NAwafil parhein is baat ki islaah kr lijiye k jin ki namazein qaza ho jaein Pahly wo apni qaza namazein Puri Karein Phir nawal Parhein.....!!!
    Yaar Siddique Yehi To Main Keh Raha Hoon Ke Rafaiya Masla Hai

    Aur Ye Mangharat Hadeesein Aur Fatwajaat Dikha Rahe Hain

    Imam Abu Hanifa R.A Ke Nazdeek Agar Ye Rafaiya Masla Hai To Baaki Imamon Ko Bhi Pesh_E_Nazar Rakhna Parre Ga

    Khair Main Ye Baat Yehi Khatam Karoon Ga

    Kyun Ke Baat Sirf Taas'ub Par Aati Hai

    Aur Zidd Baazi Main Nahin Karna Chahta

    Na Deen Main Zidd Baazi Hai

    Main Tere Paas Hafte Waale Din Aaoun Ga

    Phir Tu Mujhe Clear Kar Dena

    Agar Main Waqayi Ghalati Pe Tha

    Main ISLAH Kar Loon Ga

    Ab Main Is Tharead Main Reply Nahin Doon Ga

    ALLAH HAFIZ

  3. #23
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    ~Near to Heart~
    Age
    35
    Posts
    78,521
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    2881 Thread(s)
    Rep Power
    21474931

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Ye Lo Sajid Jo Baat likhi hai Hawal b hai wo b Dare Mukhtar Ka jis ko koi Alim e Din Ghalt nahi kheh skta.....!!!


    o5dov9 - Qaza Namazein.....
    116l7h0 - Qaza Namazein.....


    11qpc7n - Qaza Namazein.....
    mbk9oh - Qaza Namazein.....

  4. #24
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    ~Near to Heart~
    Age
    35
    Posts
    78,521
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    2881 Thread(s)
    Rep Power
    21474931

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post


    Yaar Siddique Yehi To Main Keh Raha Hoon Ke Rafaiya Masla Hai

    Aur Ye Mangharat Hadeesein Aur Fatwajaat Dikha Rahe Hain

    Imam Abu Hanifa R.A Ke Nazdeek Agar Ye Rafaiya Masla Hai To Baaki Imamon Ko Bhi Pesh_E_Nazar Rakhna Parre Ga

    Khair Main Ye Baat Yehi Khatam Karoon Ga

    Kyun Ke Baat Sirf Taas'ub Par Aati Hai

    Aur Zidd Baazi Main Nahin Karna Chahta

    Na Deen Main Zidd Baazi Hai

    Main Tere Paas Hafte Waale Din Aaoun Ga

    Phir Tu Mujhe Clear Kar Dena

    Agar Main Waqayi Ghalati Pe Tha

    Main ISLAH Kar Loon Ga

    Ab Main Is Tharead Main Reply Nahin Doon Ga

    ALLAH HAFIZ
    aBe Hadeesein Thek hain Teri Baat ghalt hai Qaza namaz Parhna Wajib hai Or mere bhai Touba Tb Qabool hoti hai jb insaan jis cheez se touba kare or use wapis na krne ka mazboot irada kare warna touba ka kya faida.....!!

  5. #25
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    ممہ کہ دل میں
    Posts
    40,298
    Mentioned
    32 Post(s)
    Tagged
    4710 Thread(s)
    Rep Power
    21474891

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post


    Laa ILM Aalima Se Behas Mera Maqsad Nahin




    dunya ka sara Ilm u k hi paas hai ha....?

    uff ufff ufff ab chup ha ab saraa ilm aapka apako mubarak hun... hunh
    Hszrat Ali ka ziker hai hadees main aur nabi S. A. W ki hadess sab tu dikai hai
    siya sunni kaha kaya Quraan sunni aur siyaah hai...?
    kaya ALLAH paak siyaa sunni hai...?
    ya hadees jo k nabion ne kahi usmain siya sunni dekhongey ufff
    aap laona hadess jis main nahi hai main aur b laongi u ko chup karanye k liye bsh
    aur na b dona koi prove kaya kerlongey ha...?
    u k ko deker kaya milna hai fir siya sunni kahongey
    kahi aap 24 number tu ni hona jo kuch jaldi ni smajtey
    ab mera ALLAH hi kafi hai use de dengey jawab
    namaaz k liye b prove do kaya hogaya hai muslamno ko
    namaaz ALLAH k liye par rahey use hi dengye jawaab hunh
    mat karo bahes ab warna hunh....
    Last edited by *resham*; 23-05-2011 at 09:46 PM.

  6. #26
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    ~Near to Heart~
    Age
    35
    Posts
    78,521
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    2881 Thread(s)
    Rep Power
    21474931

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Or ab Tjhe batata hun k jb Hazoor SAWS ki namaz Qaza Huwi Thi Ghazwa e hunain Tha (I think) tb Hazoor SAWS ne use Ada ki thi or Sahiba Karam ko b farmaya k tm b ada karo jaisa k main Ada kr raha hun

    ye Waqiya Bht MAshoor Kitaab (USOOL e SHASHI) mai Darj hai parh le ye Book....!!!
    Last edited by DaNgErOuS tEaRs; 23-05-2011 at 09:37 PM.

  7. #27
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    ممہ کہ دل میں
    Posts
    40,298
    Mentioned
    32 Post(s)
    Tagged
    4710 Thread(s)
    Rep Power
    21474891

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by DaNgErOuS tEaRs View Post


    Sajid AAp Kya Janna Chahte ho k Agr koi Namaz Qaza Ho Jaye to Us Per Touba WAJIB hai Qaza WAJIB Nahi??????

    Mere Bhai Age Eik Namaz b Qaza Ho Jaye to Touba Sari Umr Krte rehna Chahye Or us ki Qaza b Ada Krna Wajib hai.....!!!

    Main AAp ki Khidmat Main Ye Masla Clear kr Dun ga k Namaz ki Qaza Wajib hai or ye eik Fiqhi Masla hai.....!!!



    Resham AAp ne jo kaha k Namazeein reh jaein wo NAwafil parhein is baat ki islaah kr lijiye k jin ki namazein qaza ho jaein Pahly wo apni qaza namazein Puri Karein Phir nawal Parhein.....!!!
    ji mera woi matlab tha pr ye sajid ne mera dimagh khaa gaya hunh...
    ji sahi kaha qaza namaaz pehley hai...
    meri dadi parhi thi qaza namaaz aur sabi prahtey hai ...
    ab ese koun smajhai ese chup karao plz bahes achi baat ni hai
    koi namaaz per boley berdasht ni hota hun...
    thankx aapne jo sharing ki eakdam sahi hai thaknx....
    Last edited by *resham*; 23-05-2011 at 09:43 PM.

  8. #28
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    ~Near to Heart~
    Age
    35
    Posts
    78,521
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    2881 Thread(s)
    Rep Power
    21474931

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by *resham* View Post


    ji mera woi matlab tha pr ye sajid ne mera dimagh khaa gaya hunh...
    ji sahi kaha qaza namaaz pehley hai...
    meri dadi parhi thi qaza namaaz aur sabi prahtey hai ...
    ab ese koun smajhai ese chup karao plz bahes achi baat ni hai
    koi namaaz per boley berdasht ni hota hun...
    thankx aapne jo sharing ki eakdam sahi hai thaknx....
    Mtlb aap ka jo b tha alfaaz aap k sahi nai the is liye koi b parhta to wo yei mtlb leta jo main ne liya is liye Khehte hain pahly socho phir tolo phir bolo

  9. #29
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    ممہ کہ دل میں
    Posts
    40,298
    Mentioned
    32 Post(s)
    Tagged
    4710 Thread(s)
    Rep Power
    21474891

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by DaNgErOuS tEaRs View Post

    Mtlb aap ka jo b tha alfaaz aap k sahi nai the is liye koi b parhta to wo yei mtlb leta jo main ne liya is liye Khehte hain pahly socho phir tolo phir bolo
    ji soch samjh ker i deti hun reply ...
    aur sahi diye thy bs jo b kaha sahi tha bas
    kuc likhney main words chord di thi sorry
    per qaza namaaz k barey main hadees b tu nahi maan raha hai
    tu meri baat kaya manega wo siya sunni keta hai duffer...
    aur nawafil ko b kasrat sey parhney ka kaha gaya ...
    lekin wo farz nahi hai uska ejar o sawaab hai...
    lekin Qaza namaaz pheley hai nawafil se aur jaan bojh k faltu kaam k liye jo namaaz qaza krna
    b galt hai wo ALLAH paak sabi ko paanch waqat ka naamzi banaye aur koi namaaz qaza na hun kisi iki nshALLAH....
    Last edited by *resham*; 23-05-2011 at 10:07 PM.

  10. #30
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    ~Near to Heart~
    Age
    35
    Posts
    78,521
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    2881 Thread(s)
    Rep Power
    21474931

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Inshaa Allah
    Last edited by DaNgErOuS tEaRs; 23-05-2011 at 10:04 PM.

Page 3 of 5 FirstFirst 12345 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •