Page 5 of 5 FirstFirst ... 345
Results 41 to 48 of 48

Thread: Qaza Namazein.....

  1. #41
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post


    Yaar Wo Bayaan Youtube Pe Dekha Tha

    Link Milli To Share Karoon Ga INSHALLAH Dhoond Ke

    Unhaun Ne Sirf Itna Kaha Tha

    Qaza Namazon Pe Sirf Tauba Wajib Hai Jo Saalon Ki Yaa Maheenon Ki Namazein Hain

    Un Ki Qaza Waajib Nahin Hai
    link dai dijiyee ga ...

    par mashwara main ab bhi yehi dunga k app kisi Alim Sahab ya Mufti Sahab say Milain aur unsay mazeed tafseel say poochain ... aur unhain apnay Bayan ka bhi batayen jo app nai suna ho sakta hai k woh app ko Dalayel say aur mutmayen kar payen ..

    hoga kuch nahi agar nahi poochain gai dar lagta hai mujhay bad gumani say Insaan hain na Kamzoor to hain he .. Moulana Sahab k Bayan par Allah na karay k kabhi koi Bura Gumah Ajaye us say bachnay k liye aisa kaha


  2. #42
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post


    link dai dijiyee ga ...

    par mashwara main ab bhi yehi dunga k app kisi Alim Sahab ya Mufti Sahab say Milain aur unsay mazeed tafseel say poochain ... aur unhain apnay Bayan ka bhi batayen jo app nai suna ho sakta hai k woh app ko Dalayel say aur mutmayen kar payen ..

    hoga kuch nahi agar nahi poochain gai dar lagta hai mujhay bad gumani say Insaan hain na Kamzoor to hain he .. Moulana Sahab k Bayan par Allah na karay k kabhi koi Bura Gumah Ajaye us say bachnay k liye aisa kaha

    INSHALLAH Dhoond Ke Zaroor Doon Ga INSHALLAH

    Maine Taqrebann 8 Maheene Pehle Wo Video Dekhi Thi

    INSHALLAH Shaam Ko Jaa Kar Zaroor Miloon Ga

    Par Bhai Masla Ye Hai

    Yahan Mukhtalif Makatib_E_Fikar Ke Laug Hain

    Is Liye Mujhe Sub ULMA Ki Raaye Leni Parri Gi

    Aur ALLHAMDULILLAH Main Badgumaan Nahin

    Har Aalim Ke Paas Apne Dalaayil Hain

    Is Liye Main Keh Raha Tha Ke Jub Insan Jamaton Main Batt Jaayein To Humein Hadees Ki Taraf Rujoo Karna Parta Hai

    Umeed Hai Aap Samajh Gaye Haun Ge Ab Meri Baat

    Jaise Hi Mujhe ULMA Se Sahi Aur Mustanad Jawab Mila INSHALLAH Main Aap Ko Bata Doon Ga

    Thanks Brother

  3. #43
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post


    INSHALLAH Dhoond Ke Zaroor Doon Ga INSHALLAH

    Maine Taqrebann 8 Maheene Pehle Wo Video Dekhi Thi

    INSHALLAH Shaam Ko Jaa Kar Zaroor Miloon Ga

    Par Bhai Masla Ye Hai

    Yahan Mukhtalif Makatib_E_Fikar Ke Laug Hain

    Is Liye Mujhe Sub ULMA Ki Raaye Leni Parri Gi

    Aur ALLHAMDULILLAH Main Badgumaan Nahin

    Har Aalim Ke Paas Apne Dalaayil Hain

    Is Liye Main Keh Raha Tha Ke Jub Insan Jamaton Main Batt Jaayein To Humein Hadees Ki Taraf Rujoo Karna Parta Hai

    Umeed Hai Aap Samajh Gaye Haun Ge Ab Meri Baat

    Jaise Hi Mujhe ULMA Se Sahi Aur Mustanad Jawab Mila INSHALLAH Main Aap Ko Bata Doon Ga

    Thanks Brother
    yeh masla bhi koi masla nahi ... Jin Alim say app ka dil mutmayen ho app un k hi pass jayen ... aur baqiyon say masla na poochain ... aur yeh adaab main bhi hai k jab app kisi aik Alim say pooch lain to kisi aur say na poochain .... aaam tour par aisa hota nahi hai par kabhi kabhi dil mutamyen nahi hota to us soorat main pooch bhi saktay hain dosray ulama say ...

    khair jo app behtar samjhoo ... par itna kahon ga k ayenda koi masla deen aur duniya say mutalliq darpaish ho us ka hal Ulama say hi poochain kiyon k woh hal ap ko duniya aur Akhirat dono k hi faiday ko samnay rakh k batayen gai


  4. #44
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Bachpan se he hum ne yehe parha hai..bachpan se he yehe suna hia ke Qaza Lazmi hia...POrey Quetta main inko AIk b banda aisa nahi mila hairet ke jo baata sakey..aik Utube ki video dekhne se inho ne her chez he change krdey or baat keh b dey..jab ke khud inke pass prove b nahi tha...or agar koi samjhana chah raha hai tu usko b jhutlaya he jaraha tha..deen ke mamle main bolne se phele hazar bar nahi tu aik bar zaror sochna chahye ke hum kiya kehrahe hian..sirf Arbi ke 2 lafz bolne se deen mukamal nahi hojata...isliye aise koi b baat karne se phele insan ke khud ke pass prove ho tu zaida behter hia is se badgumani phailti hia...isliye ayenda koi b baat karne se phele agar app ke pass prove hia tu kijeye ga werna MAHERBANI karke koi baat nahi kijeye ga ..

  5. #45
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by naz View Post
    Bachpan se he hum ne yehe parha hai..bachpan se he yehe suna hia ke Qaza Lazmi hia...POrey Quetta main inko AIk b banda aisa nahi mila hairet ke jo baata sakey..aik Utube ki video dekhne se inho ne her chez he change krdey or baat keh b dey..jab ke khud inke pass prove b nahi tha...or agar koi samjhana chah raha hai tu usko b jhutlaya he jaraha tha..deen ke mamle main bolne se phele hazar bar nahi tu aik bar zaror sochna chahye ke hum kiya kehrahe hian..sirf Arbi ke 2 lafz bolne se deen mukamal nahi hojata...isliye aise koi b baat karne se phele insan ke khud ke pass prove ho tu zaida behter hia is se badgumani phailti hia...isliye ayenda koi b baat karne se phele agar app ke pass prove hia tu kijeye ga werna MAHERBANI karke koi baat nahi kijeye ga ..
    hum sab hi seekhnay walay hain aur ghalatiyon say hi to seekha jata hai na ... koi baat nahi agar us nai aisa keh diya keh too woh theek raha tha usay masla tha haan par thora zid type hogaya tha par its okey na ... yeh zaror hai k in k kal k sawal ko lai k kafi bhaag dour karni pari mujhay par daikhain finally hum sab k liye hi acha hogaay na sab nai hi kuch seekh liya

  6. #46
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post
    حضرت میری کچھ نمازیں بچپن میں قضا ہوگیں تھیں جن کی میں کوشش کر کے قضا ادا کر رہا ہوں۔ مگر اب آج کل اگر کوئی نماز قضا ہوتی ہے کسی جائز وجہ سے تو میں اسکی قضا ضرور ادا کرتا ہوں اور قضا نماز کے ساتھ ساتھ میں کفارہ کی رقم بھی نکالتا ہوں ؛ آپ مجھے بتائیں کہ: (۱) کیا قضا نماز پڑھنے کے ساتھ ساتھ اگر کوئی کفارے کی رقم بھی خیرات کرے تو کوئی حرج تو نہیں ؟ جب ک اللہ کریم نے اسے توفیق بھی دی ہے اس کی۔ (۲) جو میری نمازیں آج کل قضا ہوجاتیں ہیں ان کی میں قضا تو ادا کرلیتا ہوں مگر ساتھ ہی میں کفارے کی رقم بھی نکال کر رکھتا جاتا ہوں ک کسی بلکل مستحق انسان کو دوں گا اور اس طرح وہ رقم اب اچھی خاصی بن گئی ہے چند مہینوں میں۔ اب میرا سوال ہے ک کیا میں اس رقم کو پرانیں قضا نمازوں کے کفارے میں دے سکتا ہوں جب ک یہ رقم میں نے آج کل کی قضا نمازوں کے کفارے کی نیت سے جمع کی تھی۔ اور میں وہ پرانیں قضا نمازیں پڑ بھی رہا ہوں ۔ میں ایک جوان انسان ہوں اور قضا نمازیں پڑ بھی رہا ہوں ، مگر پھر بھی میں کفارے کی رقم نکال رہا ہوں ک کہیں معاذ اللہ قضا نمازیں اگر باقی رہ گیں اور موت آگئی تو کم سے کم کفارہ ہو۔
    Apr 26,2011
    Answer: 31651

    فتوی(ب): 613=514-5/1432 اپنی قضا نمازوں میں سے جتنی نمازیں پڑھ لی ہیں، ان کا فدیہ دینے کی ضرورت نہیں ہے، آپ برابر قضا کرتے رہیں اور ایک کاپی پر انھیں لکھتے بھی رہیں تاکہ معلوم ہو کہ کتنی نمازیں آپ کی قضا ہوئی ہیں، ان میں سے کتنی پڑھی لی ہیں اور کس قدر باقی رہ گئی ہیں۔ مرنے کے وقت تک جس قدر قضا کرنے سے رہ جائیں، ان کا کفاردہ دینے کے لیے وصیت کرجائیں کہ یہ جمع کردہ رقم میں سے میری باقی ماندہ کا فدیہ ان پیسوں سے ادا کردیا جائے۔ اور ایک نماز کا فدیہ ۱/ کلو چھ سو تینتیس گرام (1.633 kg) گیہوں یا اس کی قیمت ہے۔ واللہ تعالیٰ اعلم


    دارالافتاء، دارالعلوم دیوبند
    buhat he zabardast bat share ki apne...fatway k bad koi b banda mufti ko challenge nahi karsakta q k is k bad mamla mufti aur ALLAH k bechmain hota hai agar mufti ne ghalat fatwa b dya ho to aur darul aloom buhat he bara institution hai isk fatway pori dunya main manay jatay hain

  7. #47
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by DaNgErOuS tEaRs View Post
    Or ab Tjhe batata hun k jb Hazoor SAWS ki namaz Qaza Huwi Thi Ghazwa e hunain Tha (I think) tb Hazoor SAWS ne use Ada ki thi or Sahiba Karam ko b farmaya k tm b ada karo jaisa k main Ada kr raha hun

    ye Waqiya Bht MAshoor Kitaab (USOOL e SHASHI) mai Darj hai parh le ye Book....!!!
    g han bilkul aisa hua tha mjhe b ghazwa ka nam main confusion hai shaid wo ghazwa khandak the but sure nahi hoon main...

    ye kisa kuch aisa hai k shaid Hazrat Umar R.A the ya koi aur khalifa the wo NABI SALALLAHU ALAHI WASALLAM k pas ae aur kehne lagay k aj kuffar ka hamla is qadar sakht tha k meri Namaz qaza hone lagi the magar mane akhri waqt main parhli jis par NABI SALALLAHU ALAHI WASALAM ne kaha tha k UMAR meri to NAMAZ qaza hogae the...

  8. #48
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Qaza Namazein.....

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post


    Yaar Siddique Yehi To Main Keh Raha Hoon Ke Rafaiya Masla Hai

    Aur Ye Mangharat Hadeesein Aur Fatwajaat Dikha Rahe Hain

    Imam Abu Hanifa R.A Ke Nazdeek Agar Ye Rafaiya Masla Hai To Baaki Imamon Ko Bhi Pesh_E_Nazar Rakhna Parre Ga

    Khair Main Ye Baat Yehi Khatam Karoon Ga

    Kyun Ke Baat Sirf Taas'ub Par Aati Hai

    Aur Zidd Baazi Main Nahin Karna Chahta

    Na Deen Main Zidd Baazi Hai

    Main Tere Paas Hafte Waale Din Aaoun Ga

    Phir Tu Mujhe Clear Kar Dena

    Agar Main Waqayi Ghalati Pe Tha

    Main ISLAH Kar Loon Ga

    Ab Main Is Tharead Main Reply Nahin Doon Ga

    ALLAH HAFIZ

    aik chez to yeh k agar koi fatwa dedeta hai koi mustanid mufti to am insan us par ungli nahi utha sakta q k fatwa aik mustanid bat hoti hai aur agar koi galat fatwa deta hai to wo mamla ALLAH PAAK aur us insan k bech ka hota hai...is bat se to ap b agree karogay

    2ndly yahan par bat horahi hai Imam Abu Hanifa R.A ki aur kisi Imam ki nahi uski waja b main batata hoon...wo yeh hai k hum log jis ilaqay main rehtay hain wahan par jo fiqh follow hoti hai wo Imam Abu Hanifa R.A ki hai islye bat ko zada authenticated bananay klye Imam Abu Hanifa R.A ka hawala dya jata hai...

Page 5 of 5 FirstFirst ... 345

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •