Quote Originally Posted by *Angel* View Post

hahaha sachi kabhi nai kiya
aisay kar kay kya milay ga ewin jaoon aur spamming karoon apnay forum pay sab ko jama karoon sab ki bad duain loon
kya milay ga kuch bhi nai
islye kabhi nai kiya aisay
wah wah kiya soch hai