Originally Posted by
Paras
horror parhne hain tu Anwar Alaigi ka Khali Ghar , Hosh Ruba Aur Bichoo achay hain
Romentic type k parhne hain tu Dil Dya Dehleez ( Raffat Siraj) , Sheher-e-Dil K Darwazay (Shazia Ch) , Jo Chalay Tu Jaan Se Guzar Gaye, Aik Dya Jalaye Rakhna ( Maha Malik) , Mata-e-Jaan Hai Tu , Mere HumDam Mere HumSafar( Farhat Ishtiaq)
Adabi Parhne hain tu Shahab Naama, AliPur Ka Eili , aur Mufti ji ko parhna chahu tu Labbaik Aur Talash best hain ,
aur agar Jasoosi parhne hain tu Ibn-e-Safi k Coln Faridi Aur Imran k novels parho ,maza ajaye ga,