Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 15 of 15

Thread: 1980 vs 2011

  1. #11
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: 1980 vs 2011

    Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post


    Farq hai to sirf Emaan k level ka ..

    Farq hai to sirf Allah ki Ghaibi Madad k yaqeen ka ..

    Farq hai to sirf Namazon ki Pabandi ka ..

    Farq hai to sirf Jhoot .. Hasad .. Keena .. Bughuz .. lalach .. chori .. badkari .. ka

    Farq hai to sirf Deen ki Mehnat ko Chornay ka ...

    Musalman itna kamzoor hai nahi jitna is nai khud ko ab bana liya hai .. har koi apni pasand k deen ko hasil karnay k chakkar main ... jo asaniyaan mil rahi ahin usay Acha deen kehtay hain aur jahan Thori si Mushaqqat aur taqleef ajaye wahan par Khud k hi deen ko bura keh k hath bandh k baith jatay hain ...

    farq sab ko pata hai ... par in farq ko pora karnay k liye in par chalay kon yeh sochnay ki baat hai ??


    buhat ala batian kahin u ne bean bhai

    magar aik bat se thora ikhtalaf hai k u ne kaha musalman itna kamzor nahi to usklye main kehna chahonga k musalman bilkul b kamzor nahi bas apne apko humne dosron k hathon main dya hua hai islye ye hal hai hamara warna kon kuch karsakta tha...

    musalman to wo hai jo apni kashtiyun ko jaladetay the musalman to wo hai jo apni behan ki izat abro klye hindustan fatah karlete the....

    sirf ye lafz musalman he aisa hai k baray baray abi b isko sun kar kanp jatay hain


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  2. #12
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: 1980 vs 2011

    Quote Originally Posted by Assassins View Post




    buhat ala batian kahin u ne bean bhai

    magar aik bat se thora ikhtalaf hai k u ne kaha musalman itna kamzor nahi to usklye main kehna chahonga k musalman bilkul b kamzor nahi bas apne apko humne dosron k hathon main dya hua hai islye ye hal hai hamara warna kon kuch karsakta tha...

    musalman to wo hai jo apni kashtiyun ko jaladetay the musalman to wo hai jo apni behan ki izat abro klye hindustan fatah karlete the....

    sirf ye lafz musalman he aisa hai k baray baray abi b isko sun kar kanp jatay hain
    bilkul sahi kaha yeh baat mujhay bhi ghalat lagi isay edit karna tha par jaldi main ghar chala gaya yaad nahi raha ...

    ALLAH hum sab ko Isteqamat k sath Deen par chalnay ki aur Deen ka kaam karnay ki Toufeeq ata farmaye
    haters gonna hate - 1980 vs 2011
    Hum Chalay Zamana Jalay
    gifbinhatersgonnahate - 1980 vs 2011

  3. #13
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: 1980 vs 2011

    Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post


    bilkul sahi kaha yeh baat mujhay bhi ghalat lagi isay edit karna tha par jaldi main ghar chala gaya yaad nahi raha ...

    ALLAH hum sab ko Isteqamat k sath Deen par chalnay ki aur Deen ka kaam karnay ki Toufeeq ata farmaye
    AMEEN SUMMA AMEEN



    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  4. #14
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Mississauga, Canada
    Posts
    35,213
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: 1980 vs 2011

    han..mein samjhi koi or chezz hai
    Pakistan jub se bana hai tub se america ka ghulam hai koi nahi bat nahi

  5. #15
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: 1980 vs 2011

    Quote Originally Posted by Sadaf View Post
    han..mein samjhi koi or chezz hai
    Pakistan jub se bana hai tub se america ka ghulam hai koi nahi bat nahi
    nahi khair ab aisa b nahi hai k ustime se itne bure halat hoon Pakistan k ye sab to bad main start hua hai....

    magar ustime main jane k bajae humain ab khud se sochna hoga youth ko k kaise is mulk ko change kya jae apni achi pehchan banae jae pori dunya main na k ye soch kar k hum to pehle se he is dal dal main hain kabi nahi niklenge


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •