very nice collection
ALLAMA IQBAL in book of "SHIKWA" and then "JAWAB.E.SHIKWA"
Roz-e-Mehshar main be-khof ghuss jaon ga JANNAT main
Wahin sy aye thy AADAM wo mere baap ka ghar ha ! ! ! ! !
JAWAB-E-SHIKWA
In aamal k sath tu jannat ka talabgar ha kya?
Wahan sy nikaly gaye AADAM to teri oqat he kya ha?
................... ALLAMA IQBAL..............
Hansi aati ha mujhy HASRAT-E-INSAAN par
Amal kry khud laanat bhaijta ha shaitan par
.............
Bura Banda Labban Turya,
Bura Na Labhiya Koi,
Apnay Andar Jhaati Mari,
Maithon Bura Na Koi,
(Baba Bhllhay Shah)
..............................
"Fana" itna ho jaon mai teri zaat main "YA RAB"
Jo mujhko daikh ly usy tujh sy muhabbat ho jaye
................
Tu ny muhabbat b aik ajeeb cheez bnai ha "YA RAB"
tery he huzoor tery bandy kisi or k liye roty hain ! ! !
..................
Dhonda sakoon her jagah Umer-e-Rawaan tak "YA RAB"
Kahin or na mila teray sajjday k siwa ! ! ! ! ! !
................
Bari ajeeb ha is nadaan dil ki khwahish DOST
Aamaal dozakh k hain mgar talabgar jannat ka hai
......................
Wo kehty hain k ishq kro us sy jis sy haseen koi or na ho
Mai apny RAB sy ishq q na kron k us sy haseen to jannat bnhi
.......................
Wohi mehfooz rakhy ga tery ghar ko bala'aon say
jo barish main shajar sy ghonsla girny nahin daita
....................
Zameen waalon sy ye keh kar
falak sy ubhar raha ha SURAJ
Ujaaly baant dainy sy ............
ujaala kam nhi hota ! ! ! !
..................
Tareekh hazaron saal main bus itni c badli ha
Tb dour tha pathar ka , ab log hain pathar k ! !
....................
Mere aeib mujhy ungliyon py ginwaao Dosto ! ! ! !
Bas meri ghair mojoodgi main mujhy bura na kehna
..................
Mat kar khaak k putly py GHAROOR-O-BENIAZI itni ................
khud ko khudi main jhaank kar daikh tujh main rakha kya ha
...............
Tum mujhy khaak b samjho to koi baat nhi "A DOST"
Khaak urti ha to aankhon main sama jati ha ! ! ! !
.............. WASI SHAH...........
Apni zindagi b us CHAND ki tarhan ha "WASI"
Khoobsorat to dikhta ha magar ha bohat tanha
................. GHAZAL .....................
shafaq ki jheel main jb sang-e-aftab giry
hmary ghar py siyah rat ka azab giry
kahin to gardish.e.ayam thak k saans bhi ly
kabhi to khaima.e.aflaak ki tanaab giray
kisi k rayegan ashkon ka kuch to hisab kr
Falak sy youn to sitaray bhi behisab giray
Kahin to silsila.e.intzar khatam bhi ho
kisi tarhan to ye dewaar.e.iztraab giray
GHAZAL k roop main wo rubaru jo ho
labon sy lafz urrain, hath sy kitaab giray
.................FARAZ............
koi khamosh ho jaye to hum tarap jaty hain "FARZ"
ham khamoosh hoye to kisi ny haal tak na pocha
....................
Udaas honton py muskurahat k phool ayen to jaan laina
k dil k andar ki kuch udaasi bohat udaasi main dhal rhi ha
very nice collection
v.nice
alaaaaaaaaa
v nice
good collection zee....
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
thanx jee
great collection siso
great collection sis
Last edited by aashi7; 10-06-2011 at 12:04 AM.
I am fine , it only hurts when i breathe
Nice Collection
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا