ahan nice
Mujhe Azmane Wale Mujhe Azman ke Roye
Meri Dastane Hasrat Suna Suna ke Roye
Teri Bewafaiyon Par, Teri Kaj Adaiyon Par
Kabhi Sar chupa Ke Roye, Kabhi Munh Chupa Ke Roye
Jo Sunai Anjuman Men Shab-e- Gham Ki Aab-biti
Kabhi Ro ke Muskaraye, Kabhi Muskara Ke Roye
Main Hun Be-Watan Musafir, Mera Naam Bekasi Hai
Mera Koi Bhi Nahin Hai Jo Gale Laga Ke Roye
Mere Paas Se Guzar Kar Mera Haal Tak Na Poocha
Main Yeh Kaise Maan Jaun Ke Woh Door Ja ke Roye
Last edited by R. M. Dixit; 10-06-2011 at 09:13 PM.
ahan nice
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
bht khub
very nice shairing
last line ma
woh door ja ker roya
door ma 'r' missing hai
Shukriya Anna aapne
Ghazal ko psand kiya
kuch likhna reh gaya tha
wo maine add ker diya hai.
so nice. Bye.
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا