ye baat umer bhar samaj na paya "mohsin"
q dil mera uss bewafa ka talabgar tah...
ahan
very nice poetry
muddat se jis k waastey dil be-qarar tah
wo laut kr na aaya magar intezaar tah
jo humsafar tha chhor gaya raah me mujhe
me phans gaya bhanwar me or wo darya k par tah
manzil qareeb aai to tum door ho gaey
itna to tum batao k ye kesa pyar tah
dewar bana di ye kis ne dono k darmiyaan
na wo sukon se betha na mujhko qarar tah
ye baat umer bhar samaj na paya "mohsin"
q dil mera uss bewafa ka talabgar tah...
ye baat umer bhar samaj na paya "mohsin"
q dil mera uss bewafa ka talabgar tah...
ahan
very nice poetry
Awesome sharing
Khush rehiye
slamat rehiye
Tumhari Bewafai doosron pey kiun ujagar ho.
Mry kuch Khat tumary pas hen un ko jla dena