yaar wo jo naz ne batai wo boht mushkil lagging meko
mufi isliye u ki bryni sahi nahi hoti jasa api ne batya wasi bana ke dekho
Last edited by tanhae; 16-06-2011 at 10:23 AM.
[IMG][/IMG]
yaar wo jo naz ne batai wo boht mushkil lagging meko
aray nahi mushkil bana k dekho bohat mazye ki bani gai hum b ase hi bante hai
[IMG][/IMG]
bahir ke masaley use krne ki kiya zarorat hai ? jab ghar mian her chez moujod hia ?
piyaz brown karo zaida brown tu nahi karne ..agar end main biryani per dalne hia tu tore karlo or nikal lo ..uske bad us main lehsan adrak ka pest dalo phir us mian garam masla sabut ..jis main zeera ...kali mirch ...long ...tez path ...dar cheni dal do or phir us main lal mirch powder..haldi namak dalo tora sa bhono or chcken add kro ..jab checkn mai tora galao ajaye tu phir tum dahi dalo checkn tu apna pani chor deti hai us main pani dalni zarorat he nahi hoti ...or sath he tamatar b dal do kuke chckn jaldi gal jati hia ...waise shuro mian b piyaz ke bad timatar dal saktey hian masala sahi bun jata hai leken end main dahi ke sath b dal saktey hain kio mana nahi hia ..uske bad phir jab chicken gal jaye or oil upar ane lagey tu pisa hua garam masla dalo...masala ready hai aik bar shaan masaley ko chor ker bana ker dekho ....
phir chawal boil karo or check karo hath se pakar kar chawal galey hain ke nahi uske bad teh lagao or paka ker batao mjhe pics chahye hian
kal raat ko pakai thi shan wali ab agli baar u ke tareeke se banaoongi lekin adrak hum powder ka use karte hain taza mushkil se milta yahan
hain adrak milta nahi sabzi jo hoti wo
fresh kabhi kabhi aata yahan market main.or yahan khaas sabziyan nahi aatin ghobi waghera hoty hai lekin baqi kuch khaas nahi milty