Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 19 of 19

Thread: "Haqeeqat"

  1. #1
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    candel "Haqeeqat"

    کبھی غور کیا ہے کہ شاخوں سے بچھڑے ہوئے پھول جوں جوں کملاتے جاتے ہیں، اُن Ú©ÛŒ خوشبو بڑھتی جاتی ہے۔ انہیں پتہ ہوتا ہے نہ Ú©Û’ فنا کا وقت قریب Ø¢ رہا ہے، اور وہ وقت مرگ سے پہلے، اپنی Ø+یات Ú©Û’ لمØ+ÙˆÚº Ú©Ùˆ سُر خرو کرنا چاہتے ہیں۔ تاکے فنا Ú©Û’ بعد بھی چھونے والوں Ú©Û’ ہاتھ پر اُن کا لمس زندہ رہے اور اُن Ú©ÛŒ مہک Ù…Ø+سوس کرنے والوں Ú©ÛŒ سانسوں میں تا ابد رہے۔ وہ فنا ہو کر بھی بقا پا جاتے ہیں۔
    عشق کا سفر بھی کچھ ایسا ہی سفر ہوتا ہے۔ فنا میں ہی بقا ہوتی ہے۔ جوں جوں اس سفر کی لذتیں گھٹتی جاتی ہیں۔ رنگینیاں مٹتی جاتی ہیں، یہ سفر پر نور اور معطر ہو جاتا ہے۔ جونہی انسان وجود سے بے نیاز ہو کر ہستی کی جستجو کرتا ہے۔ وہ سارے استعارے سمجھ جاتا ہے۔
    جب کوئی بشر قرب مرگ میں بھی انسانیت کی خوشی کے لئے کچھ اور مرتا ہے نہ تو وہ نواز دیا جاتا ہے۔ بقا کے خزانوں سے۔
    یہی Ø+قیقت بشر ہے دوست
    فنا سے بقا تک

  2. #11
    Join Date
    Apr 2011
    Location
    Pakistan
    Age
    41
    Posts
    1,173
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: "Haqeeqat"

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post

    Hazrat Ali ka qoul hai:
    Mein ALLAH(SWT) ki ibadat is liye nahi kerta ke mujhe janat ki talb hai, ya mujhe jahanam ka khuaf hai, balkay is liye kerta hoon ke mera ALLAH(SWT) mohabbat ke qabil hai, sari tareefein use ke liye hein

    jo ishq kertay hein woh silah nahi mangtay, chahay woh miraaj ka silah ho ya janat ka. ishq in sab baaton se bohat agay ki shay hoti hai.
    agar koi shaksh apni aziyaton aur shining careers ki tabhaye ka tawaan chahta hai tou woh mohabbat se nawaqif hai

    mohabbat yeh nahi kehti ke kia tumhein mujh se mohabbat hai, bhalkay yeh kehti hai ke "mujhe tum se mohabbat hai."

    yeh qanoon etc. ki baat mohabbat ki basti mein nahi chalti.
    yahan sirf aik shay hai, khud ko waqf kerna aur Adabe Bandagi pora kerna.
    and yeah, meri nazar mein yeh us shaksh ke sath bilkul bhi ziayti nahi hai, jo sab kuch nichawar ker ke tahi-dama hai.
    it really doesn't matter what u gain, but matters what u give
    Hijaab jee jis nuqty py aap bol rehi hen men bilkul uski taeed krta hun.
    Lekin jis nuqty py men atka hua hun wo shayed men theek se samjha nehin paa rha
    Mera kehna he k Muhabbat ko itna b be-maani nehin krna chahiye k Muhabbat deti hi kuch nehin siwa-e-Dard k, men sirf ye keh rha tha k Muhabbat men Sila ki umeed zaroor honi chahiye, fir chahy mehboob mily ya na mily lekin aap dono k dilon ko kam az kam ye feeling zaroor ho k aap nen agly bandy ko or us nen aap ko Khalis tareen Muhabbat di, lekin zamany nen ya kisi or majboori nen aik nehin hony dia, ye feeling men manta hun k bohat Khoobsoorat he, lekin agar aap dono men se aik shakhs ye ke paas ye feeling ho k us nen Muhabbat ki intiha kr di, lekin usy dhoka mila or tabah kun dhoka mila, jis men us shakhs ki zindgi beh gai, to ye feeling bohat aziatnak he, Muhabbat ki taskeen siraf is baat se nehin hoti k aap ka zameer mutmain ho k aap nen bohat Muhabbat ki, or khalis tareen wafayen din, but sath men Muhabbat men dhoky ka khayal aap ko har waqt kachoky lgata rehta he sari zindgi kis saraab k peechy guzar di ...
    What would u say now
    1685832isukvduehw - "Haqeeqat"

    Tumhari Bewafai doosron pey kiun ujagar ho.
    Mry kuch Khat tumary pas hen un ko jla dena

  3. #12
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: "Haqeeqat"

    Quote Originally Posted by Aab Deeda View Post

    yeh dhoka aur aziyat sirf majaz mein he milti

    Buton se tujh ko ummedein aur Khuda se na-ummidi
    mujhe bata to sahi aur kafari kia hai?

    yeh to atal haqeeqat hai ke majaz ki mohabbat ko he sab kuch samjh liye jaye to is mien dhoka milna koi anokhi baat nahi hai

    ise liye jo majaz mein dhoka ya nakami patay hein, woh agay kadam barhatay hein, uni pachtawaon aur kachokon mein nahi kho jatay

  4. #13
    Join Date
    Apr 2011
    Location
    Pakistan
    Age
    41
    Posts
    1,173
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: "Haqeeqat"

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post

    yeh dhoka aur aziyat sirf majaz mein he milti

    Buton se tujh ko ummedein aur Khuda se na-ummidi
    mujhe bata to sahi aur kafari kia hai?

    yeh to atal haqeeqat hai ke majaz ki mohabbat ko he sab kuch samjh liye jaye to is mien dhoka milna koi anokhi baat nahi hai

    ise liye jo majaz mein dhoka ya nakami patay hein, woh agay kadam barhatay hein, uni pachtawaon aur kachokon mein nahi kho jatay
    en Office ja k reply krta hun is ka
    1685832isukvduehw - "Haqeeqat"

    Tumhari Bewafai doosron pey kiun ujagar ho.
    Mry kuch Khat tumary pas hen un ko jla dena

  5. #14

    Yani aap ka kehna he k Ishq-e-ajaz men siwaye Dhoky k kuch nehin milta ???
    To Hijab yehi to men poochna chahta hun k akhir esa kiun he, Muhabbat to fir Muhabbat he is en Us ka reward dhoka hi akhir kiun ?

  6. #15
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: "Haqeeqat"

    Quote Originally Posted by Aab Deeda View Post
    Yani aap ka kehna he k Ishq-e-ajaz men siwaye Dhoky k kuch nehin milta ???
    To Hijab yehi to men poochna chahta hun k akhir esa kiun he, Muhabbat to fir Muhabbat he is en Us ka reward dhoka hi akhir kiun ?

    reward
    akhir loug reward mangtay he kyon hein?
    kuch bay-gharz ho ker nahi ker saktay kia?
    her shay ka badla nahi manga jata.
    and agar kise ko majaz mein dhoka mila hai to ab usi lakeer ko peetnay ka koi faida nahi hai.
    move ahead

  7. #16
    Join Date
    Apr 2011
    Location
    Pakistan
    Age
    41
    Posts
    1,173
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: "Haqeeqat"

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post

    reward
    akhir loug reward mangtay he kyon hein?
    kuch bay-gharz ho ker nahi ker saktay kia?
    her shay ka badla nahi manga jata.
    and agar kise ko majaz mein dhoka mila hai to ab usi lakeer ko peetnay ka koi faida nahi hai.
    move ahead
    Reward ki tamanna na krny ki baten likhny men or parhny men waqei bohat achi lagti hen, lekin Muhabbat men Muhabbat ki umeed rakhna mery nazdeek ghalat nehin balky Muhabbat k jazby ko mazeed pukhta krta he, Muhabbat ki talab krna gharz nehin Muhabbat ki intiha he
    1685832isukvduehw - "Haqeeqat"

    Tumhari Bewafai doosron pey kiun ujagar ho.
    Mry kuch Khat tumary pas hen un ko jla dena

  8. #17
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: "Haqeeqat"

    Quote Originally Posted by Aab Deeda View Post
    Reward ki tamanna na krny ki baten likhny men or parhny men waqei bohat achi lagti hen, lekin Muhabbat men Muhabbat ki umeed rakhna mery nazdeek ghalat nehin balky Muhabbat k jazby ko mazeed pukhta krta he, Muhabbat ki talab krna gharz nehin Muhabbat ki intiha he
    ummid rakhna ghalat nahi hai
    bhalkay apni expectations ko itna barha lena ke woh pori na ho sakay, ghalat hai.
    and agar expectations limited hai, phir bhi un ke pora na honay ka "sog" manana totally ghalat hai
    ab agar kuch nahi mila to nahi mila.
    us ke liye sari umar rotay rehna kahan ki aqalmandi aur mohabbat hai.
    is se yeh nahi show hota ke aap ko aglay insan se kitni mohabbat hai.
    bhalkay yeh show hota hai ke insan honay ke natay, ALLAH(SWT) ki makhlooq honay ke natay jo hamari responsibilities hein hum unhein pora kerne mein kitni kotahye ker rahay hein

    no more comments
    because the answer to these questions are very clear
    but the issue is, we like to live in dark, light doesn't attract us
    especially, when we are so used the darkness, that even a glimps of light hurts us a lot

  9. #18
    Join Date
    Apr 2011
    Location
    Pakistan
    Age
    41
    Posts
    1,173
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: "Haqeeqat"

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post

    ummid rakhna ghalat nahi hai
    bhalkay apni expectations ko itna barha lena ke woh pori na ho sakay, ghalat hai.
    and agar expectations limited hai, phir bhi un ke pora na honay ka "sog" manana totally ghalat hai
    ab agar kuch nahi mila to nahi mila.
    us ke liye sari umar rotay rehna kahan ki aqalmandi aur mohabbat hai.
    is se yeh nahi show hota ke aap ko aglay insan se kitni mohabbat hai.
    bhalkay yeh show hota hai ke insan honay ke natay, ALLAH(SWT) ki makhlooq honay ke natay jo hamari responsibilities hein hum unhein pora kerne mein kitni kotahye ker rahay hein

    no more comments
    because the answer to these questions are very clear
    but the issue is, we like to live in dark, light doesn't attract us
    especially, when we are so used the darkness, that even a glimps of light hurts us a lot
    ok
    Aap nen likha no more comments to men likhta hun ...
    I m Agree
    1685832isukvduehw - "Haqeeqat"

    Tumhari Bewafai doosron pey kiun ujagar ho.
    Mry kuch Khat tumary pas hen un ko jla dena

  10. #19
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: "Haqeeqat"

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •