bohat khubsurat and nice
Aadeem hashmi ki ye ghazal muje bohat pasand hain
تعلق توڑتا ÛÙˆÚº تو مکمل توڑ دیتا ÛÙˆÚº
تعلق توڑتا ÛÙˆÚº تو مکمل توڑ دیتا ÛÙˆÚº
جسے میں Ú†Ú¾ÙˆÚ‘ دیتا ÛÙˆÚº مکمل Ú†Ú¾ÙˆÚ‘ دیتا ÛÙˆÚº
Ù…Ø+بت ÛÙˆ Ú©Û Ù†Ùرت ÛÙˆ بھرا رÛتا ÛÙˆÚº شدت سے
جدھر سے آئے ÛŒÛ Ø¯Ø±ÛŒØ§ ادھر ÛÛŒ موڑ دیتا ÛÙˆÚº
یقیں رکھتا Ù†Ûیں ÛÙˆÚº میں کسی Ú©Ú†Û’ تعلق پر
جو Ø¯Ú¾Ø§Ú¯Û Ù¹ÙˆÙ¹Ù†Û’ÙˆØ§Ù„Ø§ÛÙˆ اس Ú©Ùˆ توڑ دیتا ÛÙˆÚº
مرے دیکھے Ûوئے سپنے Ú©Ûیں Ù„Ûریں Ù†Û Ù„Û’ جائیں
گھروندے ریت Ú©Û’ تعمیر کرکے Ù¾Ú¾ÙˆÚ‘ دیتا ÛÙˆÚº
عدیم اب تک ÙˆÛÛŒ بچپن ÙˆÛÛŒ تخریب کاری Ú¾Û’
Ù‚Ùس Ú©Ùˆ توڑ دیتا ÛÙˆÚº پرندے Ú†Ú¾ÙˆÚ‘ دیتا ÛÙˆÚº
Sorry Miyan,
Hum nahin per sake aapki ghazal
bcoz Urdu humain nahin aati. Phir
bhi hamari daad qabool ker lena.
Shukriya.
Tumhari Bewafai doosron pey kiun ujagar ho.
Mry kuch Khat tumary pas hen un ko jla dena
Adeem Hashmi aik acha shair he
Is ghazal k maqtaa nen mujhy bohat mutasir kia
Khush rehiye janab
Tumhari Bewafai doosron pey kiun ujagar ho.
Mry kuch Khat tumary pas hen un ko jla dena
bohat khoob.
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
ap key liye roman urdu main.
Taluq toorta hoon to mukammal to deta hoon,
Jissey main chor deta hoon mukammal chor deta hoon,
Muhabbat ho key Nafrat hoon bhara rehta hoon shiddat sey,
Jidher sey aye yeh darya udher hi mor deta hoon,
Yaqeen rakhta nahi hoon main kisi kache talluq per,
Jo dhaga tootney wala hoo uss ko toor deta hoon ,
Meray dekhay huey sapney kahin lehrain na le jayen,
Gharondey rait key tameer ker key phoor deat hoon ,
Adeem ab tak wohi bachpan wohi takreeb kari hay,
Qafs ko tor deta hoon parindoon ko choor deta hoon.
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
bohat umda...
thnaks for share