beautiful
aksar akailay mein
apnay kamray kay
aik konay mein
mein baith kar
soacha karti hoon
apni zindagi kay
aik aik pel ka hisab
liya karti hoon
dil kay baysabab
ronay ka haal
liya karti hoon
apnay indar kay
insan se mein
aksar sawal karti hoon
un sawaloon ka
phir khud se jawab
manga karti hoon
aksar dil kay darwazay
per koi dastak
deya karta hai
in sawaloon kay
samundar mein aksar
mein daob jaya
karti hoon,yoon
phir khud ko yoon
sambhalnay ki himat
deya karti hoon mein
phir un sawaloon ko
aik kagaz per
likh kar khoob
roya karti hoon
mohabbat kay her
sawal ka jawab
khud se manga
karti hoon yoon.
dil ko damagh
se jawab deya
karti hoon mein
duniya kay is
khool mein aksar
dar si jaya karti hoon
apnoon se aksar
doar ho jaya
karti hoon mein.
phir khoob apnay
kamray kay aik
konay mein baith kar
roya karti hoon mein
so good janab.
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
nice sharing..............
wonderful
good sharing....
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
beautiful poem ...!!!
bht khoobsurat
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!