poem # 17
poem # 19
mohabbat kya hai? akser soochta hooN maiN
mohabbat aik jazba hai
mohabbat ko koii ehsaas kehta hai
mohabbat ko koii jadoo, koii aasaib kehta hai
mohabbat ko koii deewangii ka khw'ab kehta hai
mohabbat aik rishtah hai
mohabbat rud-e-nufrat hai
mohabbat saij phooloN ki
mohabbat baar kantooN kii
mohabbat kum nahi hoti
mohabbat berhti rehty hai
mohabbat kub nahi hoti
mohabbat tu abad sai hai, azal tuk kai liea janaN
mohabbat maaN ki gouddi hai
mohabbat baap ka saya
mohabbat beh'n ka aaNchaal
mohabbat bhai sai jhagra
mohabatt hum-saffar bhi hai
mohabbat naaz bachooN peh
mohabbat yaar ki chahat
mohabbat aaNsooN mai bhi
mohabbat muskurahatt bhi
mohabbat qeh-qahah bhi hai
mohabbat bain bhi janaN
mohabbat mosamooN mai bhi
mohabbat dhoop hoti hai
mohabbat sawanooN kay mossamooN jaisi bhi hoty hai
mohabbat put-jharooN jaisa koii ehsaas bhi janaN
mohabbat serdiooN ki serd ratooN kii terha tareek bhi akser
mohabbat sahillooN ki chehl-qudmii hai
mohabbat reg-zarroN peh mushaqat kai bhi jaisi hai
mohabbat tu samander kii terha gehrii bhi hoti hai
mohabbat perbatooN jaisi kabhi un-mitt bhi hoty hai
mohabbat jaisi kahiiN per-paich bhi JanaN
mohabbat shaam hoti hai
mohabbat seh'r bhi akser
mohabbat rut-jagay jaisi
mohabbat din kay jaisy bhi
mohabbat raat bhi janaN
mohabbat khw'ab bhi aur khw'ab ki tabeer bhi jaisay
mohabbat aq'l bhi hai aur
mohabbat fik'r bhi janaN
mohabbat hi kahiN idraak bhi hai aur
mohabbat hi gumaaN akser
mohabbat zindagi bhi hai
mohabbat mout bhi janaN
mohabbat aag bhi, pani bhi, mutti bhi
mohabbat sheh'r mai bhi hai
mohabbat jungalooN mai bhi
mohabbat kub, kahaN, kiss ko nahiN hoti
mohabbat phir Khudda sai bhi
mohabbat aur Khudda her her jagga, her gaam per mojjod hotay haiN
Mohabbat kya khab'r khud hi Khudda ho aur Khudda meri mohhabat hai.
poem # 20
Log bas mohabbat ko panay ki baat krty hein,
Hum to usay nibhany ki baat karty hein,
Log chahty nahi 'CHAHAT' ko chahat samajh kar,
Hum 'CHAHAT' ko chahat se chahny ki bat karty hein,
Log mohabbat ke smandar chahty hein paar karna,
Hum to bas doob jany ki baat karty hein.
poem # 21
mohabbat kya hai? akser soochta hooN maiN
mohabbat aik jazba hai
mohabbat ko koii ehsaas kehta hai
mohabbat ko koii jadoo, koii aasaib kehta hai
mohabbat ko koii deewangii ka khw'ab kehta hai
mohabbat aik rishtah hai
mohabbat rud-e-nufrat hai
mohabbat saij phooloN ki
mohabbat baar kantooN kii
mohabbat kum nahi hoti
mohabbat berhti rehty hai
mohabbat kub nahi hoti
mohabbat tu abad sai hai, azal tuk kai liea janaN
mohabbat maaN ki gouddi hai
mohabbat baap ka saya
mohabbat beh'n ka aaNchaal
mohabbat bhai sai jhagra
mohabatt hum-saffar bhi hai
mohabbat naaz bachooN peh
mohabbat yaar ki chahat
mohabbat aaNsooN mai bhi
mohabbat muskurahatt bhi
mohabbat qeh-qahah bhi hai
mohabbat bain bhi janaN
mohabbat mosamooN mai bhi
mohabbat dhoop hoti hai
mohabbat sawanooN kay mossamooN jaisi bhi hoty hai
mohabbat put-jharooN jaisa koii ehsaas bhi janaN
mohabbat serdiooN ki serd ratooN kii terha tareek bhi akser
mohabbat sahillooN ki chehl-qudmii hai
mohabbat reg-zarroN peh mushaqat kai bhi jaisi hai
mohabbat tu samander kii terha gehrii bhi hoti hai
mohabbat perbatooN jaisi kabhi un-mitt bhi hoty hai
mohabbat jaisi kahiiN per-paich bhi JanaN
mohabbat shaam hoti hai
mohabbat seh'r bhi akser
mohabbat rut-jagay jaisi
mohabbat din kay jaisy bhi
mohabbat raat bhi janaN
mohabbat khw'ab bhi aur khw'ab ki tabeer bhi jaisay
mohabbat aq'l bhi hai aur
mohabbat fik'r bhi janaN
mohabbat hi kahiN idraak bhi hai aur
mohabbat hi gumaaN akser
mohabbat zindagi bhi hai
mohabbat mout bhi janaN
mohabbat aag bhi, pani bhi, mutti bhi
mohabbat sheh'r mai bhi hai
mohabbat jungalooN mai bhi
mohabbat kub, kahaN, kiss ko nahiN hoti
mohabbat phir Khudda sai bhi
mohabbat aur Khudda her her jagga, her gaam per mojjod hotay haiN
Mohabbat kya khab'r khud hi Khudda ho aur Khudda meri mohhabat hai.
poem # 22
“MOHABBAT MOUSAM NAHI ,â€
Mohabbat mousam nahi Apni mudatt pori keray Or ruksatt ho jaye …
Mohabaat sawan nahi , toot k bersay Or tham jaye ….
MohabbAT agg nahi , sulgey bharkey Or bugh jaye …
Mohabbat aftab nahi ubhrey chamkey Or dhall jaye …
Mohabbat to chand ki manind hai Jo bhertta hai ,
ghatta hai Nikalta hai , chupta hai Phir bhi kabhi fAnna nahi hotta …. wat u thinks members
poem # 23
Sari Neendein Ura Kar Chala Gya
Muj Se Hee MujKo Chura Kar Chala Gya
MUHABAT Ki Intaha Kuch Iss Tarha Ki us Ne
Apni Khushbo Mery Jisam Mein Chupa Kar Chala Gya
Ek Pal Ko Hansany Aya Tha
Har Pal K Liye Rula Kar Chala Gya
Keh Kar Gya Tha Mein Abi Lout Aoun Ga
Kitny Pyar Se Behla Kar Chala Gya…!
hmmm gud
Every One Has A Story..!
Every Story Can Create Changes..!
[I'll be BACK SoOn Inshallah Please Remember Me In Your Prayers ]
nise
جن کا ملنا Ù…Ø+ال ÛÙˆ آتش
ان Ú©ÛŒ یادیں عذاب Ûوتی Ûیں
its my fb page clik and join me ... its poetry page
http://www.facebook.com/Never.Let.U.Go.142