LOGOO ko USI tarha MAAF karo jaisay TUM KHUDA say UMEED rakhtay ho k wo TUMHAY MUAAF karega.
HAZRAT ALI
Tumhari woh khamoshe jis ke baad tum se baat karne ke khwahish paida ho jaye, tumhare uss kalam se behtar ha jis ke baad tumko khamosh kar diya jaye
(Hazrat Ali)
LOGOO ko USI tarha MAAF karo jaisay TUM KHUDA say UMEED rakhtay ho k wo TUMHAY MUAAF karega.
HAZRAT ALI
Do tarah se cheezen dekhne me Chotti nazar aati hein"
Ek dooor se..,
or
Doosra gharoor se
HAZRAT ALI
Jab ibadat kartay ho tu khuda ki rehmat ko zehan main rakha karo,
Aur jab gunah kartay ho tu khuda k azab ko zehan main rakha karo,
Hazrat Ali(R.A)
Jiska raabita
khuda ke saath ho wo naakaam nahi hota
Naakaam wo
hota hai Jiski
umeedein
duniya se
waabasta hon
HAZRAT ALI(R.A)
"Jab tumhary dil main kisi k liye nafrat paida honay lagay to
foran us ki achaiyoun ko yaad karo." (Hazrat Ali R.A)
Jo Shakhs Sajdon mai Rota Hai Usy Taqdeer Pr Rona Nhi Parta (Hazrat Ali )
Momin woh nahin jis ki mehfil paak ho, Momin woh hai jis ki tanhaii paak ho
Hazrat Ali
Barish ka qatra seep aur saanp dono ke munh mein girta hai.. seep ussey moti bana deta hai, saanp ussey zehr bana deta hai.. jiska jaisa zarf waisi uski takhleeq
Hazrat Ali
Din ki roshni mein rizq talash karo aur raat ki tareeqi mein usse talash karo jo tumhein rizq deta hai
Hazrat Ali (A.R)---