wah very nice..:clap:
AANKHAIN
Buland kirdar si aankhian
wo khush guftaar si aankhain
mohabbat ki negehbaaN hain
dar o dewaar si aankhain
nameeda sabnami gulposh
gul o gulzaar si aankhain
dehekti dhoop main thandak
ghanay ashjaar si aankhain
khazina hian wo yadoon ka
haseen pandar si aankhain
hikayat hain khmoshi ki
wohi iqraar si aankhain
ghata palkon pe rakhti hain
abad imtaar si aankhain
kamaal e husn o raanayi
sukhan, ashaar si aankhain
kitaab e dard ki aouraaq
haziN afgaar si aankhain
khamoshi khush kalami si
saba izhaar si aankhin
hain Aashi hast ka sehra
meri sansar si aankhain
wah very nice..:clap:
Last edited by SenoriTa; 19-07-2011 at 04:38 PM.
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Thank u so much abbas bai
bohat hi achi hai....
Nise
جن کا ملنا محال ہو آتش
ان کی یادیں عذاب ہوتی ہیں
its my fb page clik and join me ... its poetry page
http://www.facebook.com/Never.Let.U.Go.142
bohat khoob.
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
ahan v.nice