Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 14

Thread: Kashesh saqal aur Islam

  1. #1
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    valley of flowers
    Posts
    3,056
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    445 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    cute Kashesh saqal aur Islam


    ye mein ne aik koshesh ki hein ab muje nahi maloom k kaisi hein ager app logo ko is mein koi khami nazar aye to plz muje bata dejiye ga.


    jis tarha kashesh saqal(grevitational force) suraj aur zameen mein hein jo kisi cheez ko apne daire se niklne nahi daiti. isi tarha kashesh saqal khana kaaba main hein. secience daan kehte hein k kashesh saqal ka markaz zameen ka center hein aur ye baat to sari dunia janti hein k khana kaaba zameen k markaz yani center mein hein. ye is ki kashesh hi to hein jo her saal lakhon log is ki taraf khenche chale jate hein aur is k gird isi tarha tawaf karte hein jis tarha suraj k gird us k siyare. To pir dunia ko ye baat maan laine chehye k kashesh saqal ka markaz mere Rub ka ghar yani Khana Kaaba hein aur ye baat her insan ko maan laine chaheye k wo is ki kashesh se bahar nahi nikal sakte jis tarha suraj ki kashesh se us k siyare aur zameen ki kashesh se us per maojud sari chezain nahi nikal sakti.

    ALLAH ne kis tarha nature k zarye hamein samjane ki koshish ki hein k yani ager koi siyara suraj ki kashesh se nikalne ki koshesh kare ga to raste mein maojud kisi aur siyare ya sitare se takra k fana ho jaye ga. Isi tarha ager koi musalman us k ghar ki , islam ki kashesh se nikalne ki koshesh kare ga to fana ho jaye ga.

    jis tarha mere Rub ne suraj k gird tawaf karne k liye her siyare k liy aik rasta mutaian kia hein k ager wo is raste pe chale ga to salamat rahe ga q k ye science bhi kehti hein k ager zameen 3 micro second k liy bhi apni raftar se idar udhar hui to tabha ho jaye gi. Isi liye use apne liye mutaian kiye hue raste par usi raftar se chalna hein isi tarha ALLAH ne musalmano k liye bhi aik rasta mutaian kia hein aur wo hein serate mustaqeem, jo serate mustaqeem pe chala wo kamyab raha aur jis ne is se pirne ki koshesh ki wo tabaa ho gaya.

    Aj musalmano ki tabahi ki sub se bari waja bhi yahi hein k wo serate mustaqeem ko chor kar dusre raston pe chalne lage hein .isi liye un ka takrawo bhi dusri qowaton se hone laga hein. Aur is takrawo mein musalman hi pash pash ho rahe hein .
    Jis din musalman wapis apne raste ki taraf palat aye wo din INSHALLAH dobara se duniya pe un k urooj ka din ho ga.

    Last edited by mahamkhan; 20-07-2011 at 12:09 PM.
    Copyof1 zps2cc647ef - Kashesh saqal aur Islam

  2. #2
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam

    abi main kalti marne laga hoon dadi

    me ka sir dard se phat raha hai

    ajkal maximum 2 ya 2.5 hours ki nend mil rahi hai almost week hogya hai

    ab jata hoon kal INSHA' ALLAH akar parhonga


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  3. #3
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam


    mind blowing
    mujhe nahi pata tha ke u itnay acha likh sakti ho
    superb, duper
    itni informative aur itni dil ko chonay wali tehreer
    daad qabool kijeay siso
    bohat he umda, lajaaab
    aap ki aur tehreeron ka shidat se intizar rahay ga

  4. #4
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam

    bht bht Khoobsurat likha hai sach:clap:

    waqi mei ap likh sakti ho n ap hamesha likhti raho

    kya kahu itni achii tehreer per
    bht bht accha likha hai

    Aj musalmano ki tabahi ki sub se bari waja bhi yahi hein k wo serate mustaqeem ko chor kar dure raston pe chalne lage hein .isi liye un ka takrawo bhi dusri qowaton se hone laga hein. Aue is takrawo mein musalman hi pash pash ho rahe hein .
    Jis din musalman wapis apne raste ki taraf palat aye wo din INSHALLAH dobara se duniya pe un k urooj ka din ho ga
    InshAllah ...
    Last edited by SenoriTa; 20-07-2011 at 07:39 AM.


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  5. #5
    Nida_Ali_Nido's Avatar
    Nida_Ali_Nido is offline _gσℓ∂єη ρнσєηιχ_
    Join Date
    May 2008
    Location
    gσ∂яι¢'s нσℓℓσωѕ
    Posts
    16,281
    Mentioned
    35 Post(s)
    Tagged
    5874 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam

    boht khoobosrt hy siso

    wesy me writer nahi isi liye me to khami nikal nahi sakti albata Hijab behna ye kam ker sakti thin

    per she's saying k boht acha to trust her
    namilakerudaslogose - Kashesh saqal aur Islam

    There is no good or evil,there is only power and those


    too weak to seek it!!


  6. #6
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    valley of flowers
    Posts
    3,056
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    445 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam

    Quote Originally Posted by Hijaab View Post

    mind blowing
    mujhe nahi pata tha ke u itnay acha likh sakti ho
    superb, duper
    itni informative aur itni dil ko chonay wali tehreer
    daad qabool kijeay siso
    bohat he umda, lajaaab
    aap ki aur tehreeron ka shidat se intizar rahay ga
    Walekum salam

    thanks siso itni ziyada tareef ki to muje tawaqa nahi ti


    likhti to main bohat pehle se hu but share karne se dar lagta ta

    mere exams ho jaye to pir INSHALLAH baqi bhi share karu gi

    lekan main ne kaha ta k is mein koi khami ho to us ka bhi bata dein
    Copyof1 zps2cc647ef - Kashesh saqal aur Islam

  7. #7
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    valley of flowers
    Posts
    3,056
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    445 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam

    Quote Originally Posted by SenoriTa View Post
    bht bht Khoobsurat likha hai sach:clap:

    waqi mei ap likh sakti ho n ap hamesha likhti raho

    kya kahu itni achii tehreer per
    bht bht accha likha hai


    InshAllah ...
    thanks saniya
    itni tareef parh k to mera waqi main ab aur likhne ko dil kar raha hain
    Copyof1 zps2cc647ef - Kashesh saqal aur Islam

  8. #8
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    valley of flowers
    Posts
    3,056
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    445 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam

    Quote Originally Posted by Golden Phoenix View Post
    boht khoobosrt hy siso

    wesy me writer nahi isi liye me to khami nikal nahi sakti albata Hijab behna ye kam ker sakti thin

    per she's saying k boht acha to trust her
    thanks gul
    chalo theek hain u kehti ho to maan laite hain
    Copyof1 zps2cc647ef - Kashesh saqal aur Islam

  9. #9
    Join Date
    Apr 2011
    Location
    lahore
    Age
    34
    Posts
    259
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    153 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam

    speechles no words awesome........................

  10. #10
    Join Date
    Dec 2010
    Location
    valley of flowers
    Posts
    3,056
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    445 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Kashesh saqal aur Islam

    Quote Originally Posted by abbas786 View Post
    speechles no words awesome........................
    thanks but kuch to keh hi dein
    Copyof1 zps2cc647ef - Kashesh saqal aur Islam

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •