ahan very nice
~~mEri Passand # 3~~
~~ typed by: Abbas ~~
[ NishaaT - E - Ghum ]
December Ka Koi Yakh Basta DiN ThaMain
Europe Ke Nehaayat Door Ufaadaa'
ILaaiqe KiKisi Veeran Teeraa'n Gaah'
MeinBiLkuL AkeLi Banch Per BeThi
ThiiELaan - E - Safar Ki Muntazir
ThiiJahaa'n Tak Aankh Sheeshe Ke
Udhar JaaTiiUdaasi Se GaLaY MiLTii
MusaLsaL BarF-BaaRi Ho Rahi
Thii Achanak Mene ApnaY Se MukhatiBBohaT
Maanoos Ik Aawaz DekhiAap Kesii Hain?
AkeLii Hain?GhhanaY BaaLon,
Chamakti BhooRi Aankhon
DiL-Nasheen Baato'n Se PurWoh
PuR-Kashish Ladka Kaha'n Hai
Aap Dono'n KiTnaY AchhaY LagtaY ThaY !
Mere ChehraY PaY Ik Saaya Saa Lehraya
Tha ShayadWoh AagaY Kuch Nahin BoLa!
Mera DiL Dukh Se Kesa Bhar Gaya Tha
Magar Tah Mein Khushi Ki Laher Bhi Thii
Puraane Log Abhi Bhoole Nahin Hum Ko
Humein Bichhrde, Agar CheAaj SoLa SaaL HogaYe!.................
Poet : Parveen Shakir
Book : Inkaar
ahan very nice
veryyyyy Nice....
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
like this dear fantastic...
AdealDevilAkaJin