APp ko is bar "MUMTAZ MUFTI" ke Iqtibas share karney hian.
Rules :
1 ... Aik member aik he bar Share Kar sakta hai.
2 ... Aik jaisa mat share kijeye ga.
3 ... Comp ki last Date 21 August hai.
4 ... Winner Admin Team Khud decide karay gi !
APp ko is bar "MUMTAZ MUFTI" ke Iqtibas share karney hian.
Rules :
1 ... Aik member aik he bar Share Kar sakta hai.
2 ... Aik jaisa mat share kijeye ga.
3 ... Comp ki last Date 21 August hai.
4 ... Winner Admin Team Khud decide karay gi !
روز و شب کے میلے میں
غÙلتوں Ú©Û’ مارے ÛÙ…
بس ÛŒÛÛŒ سمجھتے Ûیں
ÛÙ… Ù†Û’ جس Ú©Ùˆ دÙنایا
بس اسی کو مرنا تھا
Last edited by cute parsa; 31-07-2011 at 08:57 PM.
yeh kon hain mei ney kabhi naam nahi suna mei kahan sey shar kerun?
Mumtaz Mufti : Samay ka Bandhan
Muhabbat bhaag dor nahi huti , toofan nahi huti , sukoon huti hai , darya nahi huti, Jheel huti hai ..... dophair nahi huti , bhoor samay huti hai ....... Aag nahi huti , ujaala huti hai .......... Ab main tumhe kya bataaon k kya huti hai k yeh batanay ki nahi panapne ki cheez hai - samjhne ki nahi , janne ki cheez hai
Mumtaz Mufti.... (Samay ka Bandhan)
Alhamdullilah
Uswaqt haram sharif main sirf ek mehboob tha.sirf ek kashish.Sirf ek jaadu jo saron pe charh k bol raha tha.Paanch Laakh zaaireen ek khayal ek aarzu liye bethay thay.
Khayal or aarzu bazate khud ek taaqat hai.ye taqt bijli peda kartee hai.
Paanch laakh generator khyal ki taqat se chal rahe thay
paanch laakh dil ek jazbat se dharak rahe thay
Haram main itnee bijli peda horahee thee k zaaireen ko dhakkay lagrahe thay
paanch laakh negative points ek positive point ki taraf yurish karrahe thay
Haram uswqt Atom bomb tha jismain laakho zarraat nucleus k gird ghoom rahe thay
meri nigaaah kaaba ki taraf markooz hogayee
Nucleus se wahi sar ubhra,wahi muskurahat,wahi bulawa
Main bhaga or kabay k gird pheray lenay laga
(Labbaik by Mumtaz Mufti)