Results 1 to 8 of 8

Thread: MK Competition: August 11

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    MK Competition: August 11




    Mohabbat Main Her Koi Khawab dekhta hai or Mohabbat main kiya khwab tu insan hamesha her chez ke dekhta hia ...Sawal yeh hai ke agar ap ki Mohabbat ap ka Khawb Tor dey tu ap ki apni Mohabat k liye kiya Feelings hongi ? Jab kisi se apni choti choti khushiyan bhi wabasta karle jaye tu Taklef tu hoti hai...

    Sawal Asaan Haina

    Rules :

    1 ... Aik member aik he bar Share Kar sakta hai.
    2 ... Aik jaisa mat share kijeye ga.
    3 ... Comp ki last Date 21 August hai.
    4 ... Winner Admin Team Khud decide karay gi !

  2. #2
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: MK Competition: August 11


    bus yeh Lover lafz hata ker, "Jo aap ki mohabbat ho" dal dein, bus.
    me ko yeh lazf pasand nahi.......aho

  3. #3
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: MK Competition: August 11


    Assalam O Alaikum


    Mohabbat Mein Sab Kuch Apkey Hasb e Mansha nahiin hota..Kuch khawab toot'ney Ke liye hotey Hain..Zahir Hai Takleef tu Hogi Uska koi madawa nahi kar sakta ..laiken yahan aik baat hai baaz log isi Dar sey Mohabbat sey tawaqqat nahiin lagatey..Aur jo Lagatey Hain Woh Khawab toot janey key bAad bhi,tawaqqa khatam ho janey key baad bhi..Mohabbat ki khushi key liye Khud ko samet Lete Hain..
    Alhamdullilah

  4. #4
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Lahore-Pakistan
    Posts
    1,636
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    944 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: MK Competition: August 11

    محبت میں خواب کی کوئی حقیقت نہیں ہوتی ۔جسے دل وجان سے چاہا جائے جسے دل کی ہر منزل کا راہ مسافر بنایا جائے،اگر اس کے بچھڑنے کا ڈر ہو تو اسے خواب ٹوٹنے کا ذمہ دار نہیں ٹھہرایا جا سکتا۔محبت میں تکلیف تو ازل سے رواں ہے۔
    جس محبت میں تکلیف نہ ہو وہ محبت ہی نہیں گویا کہ دو جسموں کی ایسی کیمسٹری ہے کہ جو فقط خواب دیکھتے ضرور ہیں مگر ٹوٹ جانے والے۔
    sagar3 - MK Competition: August 11

    جانےکیسا رشتہ ہےمیرا اسکیذاتکےساتھ
    وہذرا بھیخاموشہوتوسانس ٹھہرسی جاتی ہے




  5. #5
    Join Date
    Sep 2010
    Location
    pakistan
    Age
    32
    Posts
    102
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default Re: MK Competition: August 11

    muhabbat sey nafrat ho jaey gi......jab bohat chah k bhi koi cheez hasil na ho....har qadam per aapki feelings hurt hon to aik muqaam aesa zurur ae ga jab aap khud ko samait'ty samait'ty thak jao gey.....or is muqaam per ja k aap feelingless ho jao gy...aapko kuch mehsoos ni ho ga, muhabat ko jortey jortey aap khud itna toot jao gy k muhabbat b aapko ni jor sakey gi or tab apko muhabbat krney per pachtawa ho ga ..... tab aapko...MUHABBAT SEY NAFRAT HO JAE GI

  6. #6
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    UAE
    Posts
    4
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: MK Competition: August 11

    Sub say Pehlay Sub ko meri taraf say pyar bhara SALAM...Umeed karta hoon sub ALLAH tala k fazloo karam say theek thak hon gay aur sub ka mah e Ramadan bohat acha guzar raha ho ga

    bohat short answer hai mery pass iss question ka ..

    Mohabbat tu qurbani ka dosra nam hai.ager mohabbat mai insan k khawab toot b jayain tu utna dukh nahee hota jitna sakoon aur khushi hoti hai usay khush dekh kr jis say mohabbat ki jaye..

    kisi nay kia khoob kaha hai ..

    Mohabbat anokha hadsa hai
    tuj ko paya tu khud ko kho diya mai nay



  7. #7
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: MK Competition: August 11


  8. #8
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: MK Competition: August 11



    bhot mazrat ke sath ke jo sawal maine pocha tha us ki munasbat se kisi ne b jawab nahi diya maine apni aik sathi se b mashwara kiya hia uske bad main yeh competition cancel kar rahe hon ...MK aik aisa sec hia yaha jo Question poche jatey hain unke sawal zara detail main diye jaye tu samjh ati hia 3,4 lines main b baat wazeh hosakti hai leken yaha ho nahi paye isliye main yeh competition cancel kar rahe hon..Sorry agar kisi ko bura laga tu leken Mk ka miyar bhot buland hia..isliye mjhe yeh faisla lena par raha hai...umid hia sub participents meri baat ko samjhey gai or ayenda khayal rakhey gia..

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •