Originally Posted by
Assassins
noway i totally disagree with u...
pehli chez ye k govt hamari vote ki hue nahi hai
aur hukmaran wali bat jahan tak hai us se mai agree karta hoon k hum almost sab he aise hain jaise hum par hukmaran musalat hain
rahi bat aik room main rehne ki aur is tarhan ki sari batian ab ye sab batain purani hogae hai ab life style badal chuka hai dunya hamesha agay barhti hai pechay nahi jati...
dosri chez ye bijli mojod hai di nahi jati
agar ye payment jo companies ko karni hai wo kardain to sara bijli ka masla hojae aur jitna kuch ye bahir se import kar chuke hain uski shaid 10% payment b nahi the
china ne bijli ki offer ki inhone nahi li
Abdul Salam ne offer ki inhone mana kardya
even Abdul Qadeer khan ne offer ki inhone mana kardya
aur still u kehti ho k govt ko blame na karain
aur ab agar har koi apna lifestyle badal b raha hai to wo har chez ko use karne klye pay kar raha hai
agar koi bijli use karta hai to wo pay karta hai
har koi to nahi hum aur ap jaise log he hain jo pay karte hain bijli k bills aur taxes
baray baray log to pay he nahi karte free main sab chal raha hai unka aur 3000 tax derahay hote hain Pakistan k tesray ameer tareen shakhs n still govt ko kuch na kaha jae
be practical
ye jo apne bat kahi k pehle bijli nahi the aur log aik room main 6 6 log rehte the ab aisa nahi hai aur na he hoskta hai
yehi bat ap apne oper rakh kardekho
ap bijli use na karo aise he garmi main raho
kapre press na karo microwave lights fridge freezers ye sab use na karo pc tv aisi chezain use na karo aur phir batana k ab ye chezain possible hain k nahi
petrol b awam pay karti hai kahin par qillat nahi ati dunya main
awam ko tang kya jaraha hai cng rok kar aur abi nov se march tak poray punjab to confirm hai k yahan k cng stations band rahenge jab k iran deney klye tyar hai sasti gas magar inse nahi purchase ki jarhi k awam ko kahi faida na hojae aur still govt ko blame na kya jae
jo b chez awam use kar rahi hai us se 5 gunnah zada us chez ki price pay kar rahi hai wo