Page 2 of 11 FirstFirst 1234 ... LastLast
Results 11 to 20 of 106

Thread: afsoos

  1. #11
    MaSoOma's Avatar
    MaSoOma is offline ♥~♥♥La Hasil♥♥ ~♥
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    dream world
    Posts
    825
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    36 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: afsoos

    Khof e khuda khtm
    suboh say 3sri bar light gai hai ne every time for 2 hours...
    Ye khaas ramzan ka tohfa hai

  2. #12
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    !N ur H3aRt
    Posts
    92
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: afsoos

    mere haan t koi 2,3 month se 2 hours keliye jatai hai .....
    or bhi din 4 baar....

  3. #13
    Join Date
    Jun 2008
    Location
    qatar
    Posts
    8,235
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: afsoos

    well assassins kia kaha ja sakta hai gareeb log to awaz authate hoe bhi darte hain ameer logon k paas sab kuch hai,log mar rahe hain marn walon ki family ro dho kar sabar kar kar beth jati hain yahi chal raha hai pakistan main or yahi chale ga,ameer log bahir mulkon main ja kar set hojate gareeb wohin apni mot ka intzar karte hain
    hum dua k ilawa kuch nahi kar sakte...
    sigpic317 6 - afsoos

  4. #14
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    kahyyyyyyyy doooooooor
    Age
    43
    Posts
    2,200
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    304 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: afsoos

    Aj to had kr de wapda walo ny subah sy ab ay ha light 3 bajy.pakistan ka Allah he hafiz hy

  5. #15
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Karachi Pakistan
    Posts
    13,592
    Mentioned
    62 Post(s)
    Tagged
    7109 Thread(s)
    Rep Power
    21474863

    Default Re: afsoos

    mai just itna kahon gi agar hum sab mutahid ho jaen too shayad aesa naa ho

  6. #16
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    !N ur H3aRt
    Posts
    92
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    2 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: afsoos

    ri8.... yahi to problm hum log mutahid nhi hote hain....

  7. #17
    Join Date
    Jan 2010
    Location
    sialkot
    Age
    36
    Posts
    6,275
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    37 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: afsoos

    Quote Originally Posted by Mr. Bean View Post
    Allah Sabar karnay walon k sath hai ... Rozay Daar ki Dua Qabool hoti hai ... Kisi ki Kami Bayan karnay say acha hai k hum sab musalsal apnay dil main aur namazon aur har ibadat k baad in say k liye dua karain to mera khayal hai k Allah Pak Karam farmayen gai apna
    sahi kaha bean bhai
    [IMG]
    kaname and Yuuki - afsoos
    [/IMG]

  8. #18
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: afsoos

    Quote Originally Posted by sheem View Post
    Yar jo hakomat hajj k Paise kha jae us mai Koi khof reh jata hai? Aise tu besharam log hain yeh itne tu kafir nahi khate haq kisi ka jitna yeh kha jate hain!!
    Uk halan k muslim country nahi hai idar ramzan ki har bare store mai offers lagi hoi hain .. Sare stores mai roh afza chane wagera saste hoye hoye hain k roze arhe halan k yeh goron ka tehwar b nahi fir b wo rakhte hain or aik humare hain chezein gaib hoti hain ya fir asman se batein karhe hoti hain
    u ne bilkul thek kaha aur is bar to dawa tha k light nahi jaegi rozoon main magar aisa nahi hua

    history ki nikammi tareen govt...

    sari dunya main yehi hota hia k tehvaron pe aur khas occasions pe sale lag jati hai aur ulta hamaray han shaid wahid mulk ho jahan par har chez mehngi hoti hai


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  9. #19
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: afsoos

    Quote Originally Posted by Dark Passenger View Post
    yaar aap bijli k peechay pareshan ho. Raat ki khabar thi 100 sey zyada factory workers ki motor cycles ek group jala ker chala gaya. Un ghareeb logoun ka kya??? Aur sirf karachi mei july k maheenay mei 300+ target killing incidents huwe hain.

    Jis mulk mei jaan aur maal bhi mehfooz na ho. Aur kisi ko yeh tak na pata ho k ghar sey ja raha hun tou wapis aun ga ya nahi wahan per loadshedding aur gas ya paani na hona koi barri baat nahi.
    bhai un baton se thori koi inkar kar raha hai

    main to bas is time behisi jahalat aur dhetai ki bat kar raha hoon k kis had tak awam ko tang kya hua hai

    aur wo sab jo hua wo to individuals ya kisi group ne b kya to b uska us tarhan se govt se taluk nahi jistarhan se is masle ka hai

    ye sab to hai he unk hath main

    is babarkat mahenay main pareshan karna ye bhol gae hain k inhone marna b hai


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  10. #20
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: afsoos

    Quote Originally Posted by kaka mana View Post
    Brother ya hal to har jaga hy .rat k taraweeh time be light ly le in logo k bree muskil sy ada ki traweeh baqi light ho be to ac kbe kbe kam be ni krta ha voltage bhot kum hota ha.hamree hakumat be kam chor hy sub lotary hy .

    yeh to hal hochuka hai ab

    inko ALLAH PAAK k ahkamat k rastay main rukawat bankay maza ata hai magar ALLAH PAAK ki lathi be awaz hoti hai


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






Page 2 of 11 FirstFirst 1234 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •