lou ji yeh hein me ke kapray
eid ke liye nahi hein, waisay he new hein, so is mein ne blue wali pehn loun gi
saday se hein
aur yeh ko yellow wala, is ke sath ina chota duppata hai
bilkul stoll sa
dono ke neechay trousers hein
bohat he payara hai
is kapray ko kia kehtay hein?
mein jab koi functions etc. ke liye leti hoon na to woh bareek sey hotay hein and un per patla patla kam hua wa hota hai.
me ko to aisay suite nahi miltay
kia keh ker letay hein yeh walay?
like, karhaye walay, banarsi, kaam walay, etc?
me ko tell dein nay takay mein bhi kuj samjhdar ho jayon
Ab main phen lun bas
main na masroof hi inni hoti na to kahi jana bhi nahi hota sub yahi aa jaty to main phir kabhi kabhar hi phenti werna main amm hulye main hi rhati hun
ahan nice dress
eid k liye shopng ka tu time nikalana chahye na
me k kurtay tailor ne kharab kardye jitne shoq se main laya tha utne he shoq se us gadhay ne kharab kye but shukar hia thek hojaingay
mane us gadhay ko kaha tha k ye jo nap hai is se 1.5 inch chorai kam karni hai us dhakan ne us time to kahan han thek hai aur jab main le kar aya to gadhay ne kam karne k bajae mazed barha di the uski width lagraha tha mane juba pehna hua hai jo arbi pehnte hain
me ka to meter he phir gya kal de kar aya tha ab kal collect karne hain Dua karain sab k thek hojain
jawad ab eid nazdeek hai darzi ziada tar kaam jaldy jaldy main kharab kar dete hain aap ramzan se pehle silwa liya karen
next time aesehi karna
and Allah karega aapke kapre theek hojaenge...
AMEEN
ye tailor hamesha he thek stitch karta hai but is bar isne apne kisi student ko dedye wrna is se to main kafi saloon se silwa raha hoon kapray pehle kabi aise nhi kye isne