-
Ramadan me padhne ki Duaein
Ramadan Mubarak
Mahe Ramadan me Sehri ke waqt yani sehri khane ke baad aur Iftaar karte waqt Dua kabool hoti hai. Lehaja in dono waqt me dua mange. (normally sirf iftaar ke waqt dua mangi jati hai)
Isha aur Taraweeh Ke namaz kke baad 3 martaba Kalima Tayaab (Pehla Kalma) padhna behtar hai.
Ramadan me rozana kisi namaz ke baad 7 martaba Surh. Kadr padhna afzal hai.
Sehri aur Iftaar ke Waqt tamam Muslim bhai aur behno ke liye dua kare.
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules