Asalam u alikum wr. wb.

Ek martaba Hamare pyaare Nabi Salallah-o-taala alaihe wa-aalehi wasallam ne
Hazrat Ali (razi allah
-o-taala Anha) se farmaya,

'Aye Ali ! Rozana raat ko paanch kaam karke soya karo'.
To
Hazrat Ali (razi allah-o-taala Anha) ne pucha '

Aye Allah ke rasool,

'yeh kaun se aise paanch kaam hain?'

Phir Nabi Salallah-o-taala alaihe wa-aalehi wasallam ne farmaya,

'1) Char martaba Surah 'Fatiha' padkar soya karo,
iska sawab char hazar dinar sadka karne ke barabar hai.'

Al Fatiha - Paanch Kaam


2) Teen martaba Surah 'Ikhlas' (Kulwallahuahad) padkar soya karo, iska sawab ek Quran-e-majeed ke barabar hai.'

Ikhlas - Paanch Kaam


'3) Dus martaba 'Istaakfaar' padkar soya karo, isse do ladne wale ke darmiyan samjhauta karane ke sawab ke barabar milenga.'

Astaghfirullah - Paanch Kaam


'4) Dus martaba 'Darudsharif' padkar soya karo, isse Jannat ki keemat ada hogi.'

Durood e Ibrahim - Paanch Kaam


5) Aur aakhir mein char martabe teesra kalma ,
teesra20Kalma 2 - Paanch Kaam

teesra20Kalma - Paanch Kaam

'Allahumma inni ala Zikrika wa Shukrika wa husni ibadatika'