jazakAllah
Asalam u alikum wr. wb.
Ek martaba Hamare pyaare Nabi Salallah-o-taala alaihe wa-aalehi wasallam ne
Hazrat Ali (razi allah-o-taala Anha) se farmaya,
'Aye Ali ! Rozana raat ko paanch kaam karke soya karo'.
To Hazrat Ali (razi allah-o-taala Anha) ne pucha '
Aye Allah ke rasool,
'yeh kaun se aise paanch kaam hain?'
Phir Nabi Salallah-o-taala alaihe wa-aalehi wasallam ne farmaya,
'1) Char martaba Surah 'Fatiha' padkar soya karo,
iska sawab char hazar dinar sadka karne ke barabar hai.'
2) Teen martaba Surah 'Ikhlas' (Kulwallahuahad) padkar soya karo, iska sawab ek Quran-e-majeed ke barabar hai.'
'3) Dus martaba 'Istaakfaar' padkar soya karo, isse do ladne wale ke darmiyan samjhauta karane ke sawab ke barabar milenga.'
'Allahumma inni ala Zikrika wa Shukrika wa husni ibadatika'
jazakAllah
jazakALLLAH
Thx 4 Sharing
Shukriya Doston