walikumsalam
ya uncle aur aunti khud hu gaye
meri routine life
roze rakhne ke bad namaz pher ke so jao phir 12 bajye utho tu quran pak parti hu sara din isi mai guzar jata hai bad mai afrti ki taryi
bas meri routine life mai zayda faraq nahi ata
ASSALAM O ALAIKUM
unclOON aur auntIYUN Assassins phr se u sab ki khidmat main hazir hai aik new thread k sath
jaisa k ajkal Ramzaan chal rahay hain to usi hawalay se hum thread le kar hzir hue hain
u sab jaisa k jantay hain k Ramzaan main aam routine se hat kar life hoti hai....time ki wajase aur b chezon ki wajase...to u sab ne yahan par Ramzaan main apna apna routine share karna hai k u sab ka routine kaisa chal raha hai apsab kaise Ramzaan guzartay hain....
to shabash jaldi jaldi start hajain sab log
thankyou
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
walikumsalam
ya uncle aur aunti khud hu gaye
meri routine life
roze rakhne ke bad namaz pher ke so jao phir 12 bajye utho tu quran pak parti hu sara din isi mai guzar jata hai bad mai afrti ki taryi
bas meri routine life mai zayda faraq nahi ata
Last edited by tanhae; 05-08-2011 at 07:08 PM.
[IMG][/IMG]
Walaikum Assalm uncle
ap ney aunty kisey kaha main to abhi bachi hoon uncle
waisey thread bhut acha lagaya hay
Main Suubah Sehri ker key nimaz parhti hoon then Quran PAk bhi
paarhti hoon n so jati hoon phir 10 bajey uth key ghar ki safai suthrai karni prti :/
issi main inna time lag jata hay key zuhar ka waqt ho jata hay nimaz parh key quran pak parh ke so jati
n asar key time uth ker nimaz parh ky aftari ki tayri
Aftari key baad nimaz ,is key bad Pc per
phir esha ka time ho jata so tarawiyah parhney jati hoon
Last edited by Raniii; 05-08-2011 at 09:37 PM.
Hum kya hain
Hmari Muhabatayn kya hain
kya chahtay hain
kya patay hain..
-Umera Ahmad (Peer-e-Kamil)
isilye likha tha u ho he aunt
aur aunt to ab main hone se raha
hmm u ka routine acha hai but 12 bajay se kab tak Tilawat karti ho jo sara time is main n aftari main guzr jata hai tilawat to kam he hoti hogi zada duration to u ka sara ka sara wahin aftari ki tyari main lagta hoga khaopeer
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
ab main kya kahon har aunt apne ap ko bilkul aise bachi kehte hai jaise har pagal kehta hai k wo pagal nahi
u ka routine buhat acha hai taraweeh scene b on hai u ka is bar abi tak main aik din b nahi jasaka taraveeh klye
INSHALLAH ab koi scene banata hoon
aur u ka scene fit hai k u so b jati ho din main
me ka to routine he ajeb hai
mai dasta hoon u sab ko
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
acha g hun ae mere routine ki bari
mera scene aisa hai k suba sehri tak mane jagna hota hai usk bad sehri karni phir Namaz parhne jata hoon almost 430 pe khatam hoti hai Jamat phir ghar ata hoon Quraan Paak parhta hoon phir sojata hoon din main dair se uthta hoon ajkal almost Zuhr k qareb uthraha hoon phir wapis akar online hojata hoon usk bad ajkal jaise chutyan chal rahi to bas aftari se pehle ghar pe he hota hoon aftari k bad he agar kahin jana ho to jata hoon but phir wapsi kafi late hoti hai jaise kal main aya koi rat k 130 pe parson b aise he time pe wapis aya...aur phir sari rat online aur han aftari k bad Namaz phir khana phir Isha phir gym aur phir bas online
monday se phir se uni start to routine main zaror change aega
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
hmmmmain kaam hi kaam karty rehty hun jitna bhi waqt milta hai sone ka time 4 se 5 ghante hi milta hai meko aisi liye main kaam karte hoe bhi neend main hi hoty hun mom kuch kehty hain sunty kuch or hun karty kuch or hun phir daant hi daant
muje mere ghar walon ki batain bhi samjh nahi aatin....