Buhat khub
Lab pe paabandi nahin ehsaas pe pahra to hai.
Phir bhi ahle- dil ko ahwaale-basher kahna to hai.
( Haalaat)
Apni gairet baich daalen, apna maslak chor den,
Rahnumaon main kuch logon ki mansha to hai.
Hai jineh subse jyada watan ka daawa,
aaj unhi ki wajeh se hubbe- watan ruswa to hai.
Bujh rahe hain ek-ek kerke akeedon ke diye
Is andhere ka saamna kerna to hai.
Jhoonth kyon bolen faroge-mashalat ke naam per
Zindgi pyari sahi lekin hamain merna to hai
vry Nise
جن کا ملنا محال ہو آتش
ان کی یادیں عذاب ہوتی ہیں
its my fb page clik and join me ... its poetry page
http://www.facebook.com/Never.Let.U.Go.142
Boht umdah G, ap ki gazal aj k halat ki akaasi karti hy,
Hi Zindgi,, D. Boy and Khwab Miyan,
Shukriya aapne hamari pesh ki hui
ghazal ko tavazzo di and Dad se
nawaza. Shukriya aagain. So nice.
awesome....
AdealDevilAkaJin
zabrdast poetry ki apny alaa hy bht..
AdealDevilAkaJin