Quote Originally Posted by Assassins View Post


main buhat baray kam to nahi karwata bachon se but main khud se unko nahi chorta matlab k meri koshish yehi hoti hai k kam zada se zada karwaon inse khas tor se apne bhanjon se abi itne baray nahi hain aur bhanja (untle) MASHALLAH sawa 2 sal ka hai ajkal yahin hai to us se main kam karwata hoon takay sust na banay ajkal k larkon ki tarhan...ajkal k larkay waqai main buhat sust hote hain me k ilawa shukar hai mai sust nahi hoon warna pata nahi kya hota aur na he phohar hoon...isilye bachon se b aise kam karwata rehta hoon k abi se adat rahegi to bad main phir susti wala scene nahi hoga

kam aise hote hain jo uski age k hisab se hote hain jaise koi chez uthwa kar plate waghera kitchen main rakhwana ya kisi ko koi chez deni hai ghar mai to usi se kehta hoon aur wo shoq main karta b hai...wrappers phenkdeta hai wo uthwa kar phenkwata hon us se

aur me ka sab se bara bhanja hai us se main kafi kam karwata hoon

bakhshta main kisi bachay ko nahi hoon unki Ammain kehti hain tum to humain bulatay he islye ho k hamaray bachon se kam karwasako apne


aur jab sab bachay sath hoon to aisa hota hai k agar sab se bari bhanjay nakhre karay kam karne main to baray bhanjay ne to karne he karne hain warna kabi kabi hiras main akar aik dosre se zada b karlete hain

jab sath hoon sab to bartan waghera b laga lete hain khane k
Zalim Insaan.. kabhi khud kia yeh sab bachpan mein?