Page 10 of 10 FirstFirst ... 8910
Results 91 to 98 of 98

Thread: Bachey Maan K Sachey Aik Sawal

  1. #91
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Bachey Maan K Sachey

    Quote Originally Posted by Assassins View Post


    main buhat baray kam to nahi karwata bachon se but main khud se unko nahi chorta matlab k meri koshish yehi hoti hai k kam zada se zada karwaon inse khas tor se apne bhanjon se abi itne baray nahi hain aur bhanja (untle) MASHALLAH sawa 2 sal ka hai ajkal yahin hai to us se main kam karwata hoon takay sust na banay ajkal k larkon ki tarhan...ajkal k larkay waqai main buhat sust hote hain me k ilawa shukar hai mai sust nahi hoon warna pata nahi kya hota aur na he phohar hoon...isilye bachon se b aise kam karwata rehta hoon k abi se adat rahegi to bad main phir susti wala scene nahi hoga

    kam aise hote hain jo uski age k hisab se hote hain jaise koi chez uthwa kar plate waghera kitchen main rakhwana ya kisi ko koi chez deni hai ghar mai to usi se kehta hoon aur wo shoq main karta b hai...wrappers phenkdeta hai wo uthwa kar phenkwata hon us se

    aur me ka sab se bara bhanja hai us se main kafi kam karwata hoon

    bakhshta main kisi bachay ko nahi hoon unki Ammain kehti hain tum to humain bulatay he islye ho k hamaray bachon se kam karwasako apne


    aur jab sab bachay sath hoon to aisa hota hai k agar sab se bari bhanjay nakhre karay kam karne main to baray bhanjay ne to karne he karne hain warna kabi kabi hiras main akar aik dosre se zada b karlete hain

    jab sath hoon sab to bartan waghera b laga lete hain khane k
    Zalim Insaan.. kabhi khud kia yeh sab bachpan mein?
    Alhamdullilah

  2. #92
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Bachey Maan K Sachey

    Quote Originally Posted by naz View Post


    kasam se tu bachpan se nikami hia lolzzz
    ....
    Alhamdullilah

  3. #93
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Bachey Maan K Sachey

    Quote Originally Posted by sheem View Post

    aho abhi jo bhai ka beta hai usko hoover lagane ka itna koi shok hai nikalo tu naam lena ata nahi uski awaz hoti na hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm wo nikalne shoro hojata tu sath hoover lagata hai behan bari hai uski wo darti hai usko darate hain hoover or chote ko itna koi shok hai sara kuch chor char k ajaega hoover lagwane 2 saal k nahi abhi
    lolzzz..
    Alhamdullilah

  4. #94
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Bachey Maan K Sachey

    Quote Originally Posted by Golden Phoenix View Post
    HEHEHEHEH

    sub hi me se kafi bary meky baz cousins to me se 20 sal bi bary aur baz us se bi zayda
    itna bhi age difference nahii hona chahiye
    Alhamdullilah

  5. #95
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Bachey Maan K Sachey

    Quote Originally Posted by naz View Post


    han sahi hia itni tu adat honi chahye meri bahen apne beton se koi kaam nahi karwati halankey un se b karwana chahye ke bartan he utha ker rakh dey wo nawab bane hue hian ..aisa nahi hona chahye ...wo jab yaha ate tu main aik adh bar kehdeti tu wo meri shakl dekhte
    leken mjhe mana b nahi karsaktey bara bhanja mera 13yrs ka hia leken aise betha hota jaise koi admi aik do na gudi per tu leken batamez nahi hian sukur hia werna tu
    nazo ..
    Alhamdullilah

  6. #96
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Bachey Maan K Sachey

    Quote Originally Posted by Mishaal View Post


    Zalim Insaan.. kabhi khud kia yeh sab bachpan mein?

    g han kya hai tab he to adat hai

    bas mian kya bataon me ki sister sab se choti jo the sisters main wo buhat zalim the me se kam karwati the aur larti b mjhse he zada the but faida me ka hogya k ab atleast kam se nahi bhagta aur jo chez galat ho so galat lagti hai even ab to unki b nak main mane dam kar k rakha hota hai jaise kabi ae ghar pe n mere room main kuch phela dain ya apna bag aise he kahin rakh dain to main b thek thak badla leleta hon


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  7. #97
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default

    Quote Originally Posted by SenoriTa View Post
    bizti hai to lage gi hi na
    Hn waqehi apne mood hon tu karte

  8. #98
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Bachey Maan K Sachey

    Quote Originally Posted by SenoriTa View Post


    mei jese bata dun gi barre aye

    jee haaannn

    meri tarah
    mei b bachi
    ugalwa lain gai hum

    U Gandi Bachi ho buss
    haters gonna hate - Bachey Maan K Sachey Aik Sawal
    Hum Chalay Zamana Jalay
    gifbinhatersgonnahate - Bachey Maan K Sachey Aik Sawal

Page 10 of 10 FirstFirst ... 8910

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •