humare yahan cards waghera koi nahi deta,eid k din subha sewaiyan bhi nahi paktin koi aata bhi nahi hai humare yahan na hum kahin jate hain.
yahan koi riwayat hi nahi hai...
nahi appo us time meko pata hi nahi tha indian actors wagira ka
meko yad aya hamary ghar men cable bi nahi thi us waqt
ami boht khilaf thin usky..jab me 2nd year men thi tab ami ne kaha k ab bary ho gaye ho to lagwa lo
bhai to zahir hy me sey bi bara:hug9:
ami kehti hen k choty bacho ko nahi dekhni chayah cable
There is no good or evil,there is only power and those
too weak to seek it!!
humare yahan cards waghera koi nahi deta,eid k din subha sewaiyan bhi nahi paktin koi aata bhi nahi hai humare yahan na hum kahin jate hain.
yahan koi riwayat hi nahi hai...
Nice topic
Me jab choti thi tu bai ki bohat minatain karni parti thi eid cards la du aur zayada minatain tu tab krni parti thi jab card likhwane ki bari ati thi bai ki handwriting payari thi iss liye. lekin phr bai study kay liye foreign country chalay gaye tu uss kay bad me jab bhi kisi ko eid card send krti thi tu bai ko bohat miss krti thi. ab me bai ko eid card send krti hu tu wo boahat khush hote hain r me aj bhi apni friends ko eid cards send krti hu
There is no good or evil,there is only power and those
too weak to seek it!!
kia yaad dilaya saniya
suno,
dabay mein daba
dabay mein cake
janu aap lakho mein aik!
eid mubarak
card to ab bhi milte hain mgr ab wo bachpan wali baat nahi
post cards bachpan tak the aj kal tcs atey hain greeting cards
Last edited by мιѕнααℓ; 11-08-2011 at 12:52 AM.