Results 1 to 9 of 9

Thread: hamain tum se mohabbat ha

  1. #1
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    rawalpindi
    Age
    41
    Posts
    1,273
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    10 Thread(s)
    Rep Power
    429512

    Default hamain tum se mohabbat ha

    hazaron bar kehte hen hamen tum se mohabbat ha
    sar e bazar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha

    kabhi jin ki ghani chaon men dono beth jatey they
    wo sab ashjar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha

    men jab bhi pochta hon apney barey men khayal un ka
    to wo har bar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha

    baharai'n jab chaman ki mehfilon men muskurati hen
    gul o gulzar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha

    hamara raz e ulfat aashkara ho gaya kese
    k ab aghyar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha

    sar e mehfil jo apna hal e dil kehtey nahi Yawar
    pas e diwar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha

    by Yawar Azeem.

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    manchester
    Age
    39
    Posts
    11,319
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    49 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: hamain tum se mohabbat ha

    men jab bhi pochta hon apney barey men khayal un ka
    to wo har bar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha


    zaberdast ,,,bohat acha likha hai

  3. #3
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    City Of Light
    Posts
    26,767
    Mentioned
    144 Post(s)
    Tagged
    10310 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: hamain tum se mohabbat ha

    Nice



    3297731y763i7owcz zps9ed156a3 - hamain tum se mohabbat ha

    MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
    PAKISTAN ZINDABAD











  4. #4
    Join Date
    Mar 2011
    Location
    aap ke dil meN
    Posts
    162
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474850

    Default Re: hamain tum se mohabbat ha

    Quote Originally Posted by yawar azeem View Post
    men jab bhi pochta hon apney barey men khayal un ka
    to wo har bar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha



    by Yawar Azeem.



    bhaai yaawar Azeem SaaHeb

    salaam aur daad aap kee Khidmat meN maashaa Allah achhaa likhte haiN aap aur Khoob likhte haiN aap,Allah kare zor e qalam aur ziyaadah
    duAa go
    اسماعیل اعجاز خیال
    محبتوں سے محبت سمیٹنے والا
    ” خیال” آپکی محفل میں آج پھر آیا
    Ismail Ajaz Khayaal
    muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
    "Khayaal"aapkee maiHfil meN aaj phir aayaa

  5. #5
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: hamain tum se mohabbat ha

    buhut khoob yawar sahab.. keep shairring...
    Alhamdullilah

  6. #6
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    China
    Posts
    4,834
    Mentioned
    29 Post(s)
    Tagged
    9237 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: hamain tum se mohabbat ha

    zbardast

  7. #7
    *jamshed*'s Avatar
    *jamshed* is offline کچھ یادیں ،کچھ باتیں
    Join Date
    Oct 2010
    Location
    every heart
    Posts
    14,585
    Mentioned
    138 Post(s)
    Tagged
    8346 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: hamain tum se mohabbat ha

    Thanx for sharing

  8. #8
    Join Date
    Mar 2011
    Location
    aap ke dil meN
    Posts
    162
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474850

    Default Re: hamain tum se mohabbat ha

    Quote Originally Posted by yawar azeem View Post
    sar e mehfil jo apna hal e dil kehtey nahi Yawar
    pas e diwar kehtey hen hamen tum se mohabbat ha


    by Yawar Azeem.
    bohot Khoob janaab yawar SaaHeb maashaa Allah kya baat ha i janaab
    اسماعیل اعجاز خیال
    محبتوں سے محبت سمیٹنے والا
    ” خیال” آپکی محفل میں آج پھر آیا
    Ismail Ajaz Khayaal
    muHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa
    "Khayaal"aapkee maiHfil meN aaj phir aayaa

  9. #9
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: hamain tum se mohabbat ha

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •