main pehle sare roza bagair sehri k rakhty thi tab humare yahan kaam wali masi hoty thi main sara din kaam waghera nahi karty thi aaram se soty rehty thi jab masi chali gai to ab khud kaam karna parta hai sehri karni parti hai agar na karoon to roza lagega meko ..